Apni apni ramazan ki routine share karain!
Apni apni ramazan ki routine share karain!
rat ko sona nahi sehri tak phr jaag kr sehri krni phr namaz prhni quran ki talawat krni kuke mera asool h ke ramzan ma ek quran mukmal krne ka.. phr sojana phr zohr pr uthna zohr prh kr quran prhna. phr asar ki namaz prhni uske bad iftari ki tayari krni or maghrib tak bus aftari ki tayari krte rehne phr roza iftar krke namaz quran prhna or phr isha or tarabiyah prhna.
yar full day ghar hotay hain ramzan main
subki apni apni speed hoti hai ma quran ko tehar kar tarjumae ke sath parhti ho.
bs ALLAH guzar daita hai ramzan routine bhi ban jati hai
ramazan mubarik
Bas Ibadat r kuch nahi
Allah Malik
kon kon ramadan kareem me poore 30 roze rakyha he
sub-Muslim community ko Ramzan Mubarak ho
Last edited by PC4Yousaf; 23rd April 2021 at 05:02 PM.
Check the Latest PC Softwares.
Bookmarks