Assalam o Alaikum
jab main apna pc start karta hun
tu jahan se login kartey hain
ye wahan pe akar ruk jata hia
main ne admin pe koi password nahi lagaya howa hia....
phr admin k user pe click kar k log on hota hia
main chahta hun k mujhay click na karna parey...wo direct hi windows mian enter hojaye
Bookmarks