Results 1 to 3 of 3

Thread: Eid Ka CHand?????

  1. #1
    mab_3711's Avatar
    mab_3711 is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2011 @ 11:05 PM
    Join Date
    21 Jan 2006
    Location
    Kohat
    Posts
    55
    Threads
    4
    Credits
    975
    Thanked
    2

    Talking Eid Ka CHand?????

    Mufti Muneeb ko aakhir kar Eid ka Chand Nazar aa gaya ...... Saray Watan Walay Khosh Khosh Dekhaye Detay hian...Liken....kia yeh eid Theek Thi....app sab zara Chand ko dekhian aur apnay app say khod sawal karen.....Ess Gunnah ka zimay dar kon hai....Mufti Muneeb ya ........??????Kia Eid kay Dosray Din ka Chand ETna bara hota hai jitna keh nazar aa raha hai ???? Kon saheeh hai kon ghalat .....Govt of Pakistan Or Govt of NWFT ( Sarhad )????????
    M @ B
    Every1 falls in Love but......

    Email address not allowed...ITD Team

  2. #2
    Sohail's Avatar
    Sohail is offline ITD Management
    Last Online
    15th December 2023 @ 09:07 AM
    Join Date
    09 Nov 2005
    Location
    London
    Age
    39
    Posts
    3,927
    Threads
    171
    Credits
    1,332
    Thanked
    1389

    Default

    koi ghalat nehi hai
    zaroori nehi hai ke poure mulk mein chande nazar aaye NWFP mein aa giya aur eid ho geyi

    mulk ke maximum jagou mein nehi aaya eid nehi hou

    yaar please in choti choti bataou ko chorho eid ka chand do din ka itna barha hota hai ya nehi iss behs ko leave kero jis ne chand banaya hai aur dunya ko dekhaya hai uss ki marzi pehley din dikhaye ya dousrey din kin chakrou mein parh gey hein aap log mufti muneeb ka kia kasoor ager unney chand nazar nehi aaya to wo kia kerein? ya unn ki konsi lottry nikal aayi aik din late eid karney se ?

  3. #3
    Join Date
    12 May 2006
    Location
    Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,919
    Threads
    65
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Default

    hummm .. Bahi app siraf ak bat bata do kay .. agar app ko Eid kay pahlay din ka chand bara laga .. yani kay app ki ankhan itni teez han kay bata saktii han kay chand bara hay .. to app nay .. PAHLAY DIN ka chand apni ankohn say kune nahi dekh liyah ...

    bahi Pakistan may pahlay hi itnay firkay han .. itnii perasniyan han .. Allah kay liyah Ak EID ko ak din kar liyah karoo..kohi bat to Hakoomat ki man liyah karoo .. WO Log bhi HINDU nahi han kay app kay Rozay or Eid Kharab karwa dan .. Shokriya ..Mazzed may na commenmt don ga or na jawab .. kune kay is bat ko yahan hi khtam karna cahyah .. Bhas say ikhtalaf hi ho ga .. Jo kohi acchi bat nahi
    .......

Similar Threads

  1. Ay chand
    By saadsadig in forum Design Poetry
    Replies: 10
    Last Post: 17th November 2018, 10:03 AM
  2. Replies: 7
    Last Post: 26th September 2009, 12:38 AM
  3. ***Eid Ka Chand***
    By Aasi_786 in forum Eid Ul Fitr 2023
    Replies: 17
    Last Post: 20th September 2009, 04:08 AM
  4. ***Eid Ka Chand Mere Chand Ne Dekha Ho Ga***
    By Aasi_786 in forum Eid Ul Fitr 2023
    Replies: 23
    Last Post: 19th September 2009, 09:18 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •