salam
mara masla ya hayy ka ma jabb bhi kisi ip ko server sa ping karta hoon too ping sahi ati hayy magar jabb ma zayda packet ma data phankta hoon like
ping 172.16.1.26 -l 65500 -t
kisi bhi user ko too request time out hoo jata hayy or user ali ka bhi asa hi hota ha magar jabb voh user zahid ko ping karta hayy ful packet pahnk karrr too replay ata hayy ma ya janna cahata hoon ka agar switch ka masla hayy ya koi or agar switcj ka masla ha tooo switch 3 sa swtich parr connect zahid ki ping full paket ka sathh bhi nahi rokti jab ka zahid ko jab ma full packet sa ping karta hoon ya ali koo ya kashif or shaid koo too ping request time out a jata hayyy jabb ka ali ka system sa bhi mara system full packet sa ping nahi hota jab ka zahid ka hoota hayy halan ka os ka fasla too muja sa bhi zayda hayy or mara ar os ka connection bhi same device sa hayy plz answer
Bookmarks