Assalamalekum

itd ke tamam members se aik malumat darkar thi. Takriban tamam hi members aaj kal Payeer Wallet Istimal Kar rahay hen, Aur Payeer Wallet mein Visa or Master Card Per Payment Send oPtion Mojod hai. or Payeer Walon ne khud bhi master card jari kia huwa hai jo Pak me allow nahi hai. khuc din Pehlay Youtube er aik Pakistani ne Payeer me Visa ATM card Add karne ka tarika bataya tha, Lekin Payemnt send karne ka tarika mukammal nahi tha. matlab card Per Payment send ke liye 100 usd lazmi Payeer me ho. ab doston se ye Puchna hai ke kia kisi member ne ye Practical kia hai Visa ATM card (Pakistani Bank) Payment send ke bad received ki hai ya nahi. ya Jis bank ka Visa ATM hai us se international Payment Transaction on karwani hogi ya jo bhi iska mukammal tarikay kar ho is thread me Post kar den.