itd kay tammam members ko mera salam
doston mery pass semsung s5 hay jab main usko power on karta hon to samsung logo ata hai jo kay har mobile ka ata hai lakin logo aaty hi power off ho jata aur tab tak hota rehta hai jab tak uski bettry na nikal don koi bata skta hai kia masla hai is ko theek karwa lon ya ye farigh ho chuka hai agar is ka koi hal hai to please batain ... agar theek karny kay kuch din bad phir ye masla hoga to bhi is say mujhy aagah kar dain... thank you so much
i am waiting for the repaly