yeh hinduon ki saza hay
yeh hinduon ki saza hay
is liya ka khazany ko dfnatay hain aur
kachray ko jalaty hain
aap ye batayenge ki ye hindu/musalman kya cheej hain. hum sab ek khuda ke bande hain. na koi hindu hai na koi musalman. fir bhi aap ne swal pucha hai to
uska ans ye hai ki hindu marne ke baad apni raakh Ganga river me care karte hain. isliye wo jalaye jate hain, taki unki raakh Ganga river me Care ki ja sake.
yar koi min'd na karay jis k zahan may jo baat ati hain woh khul k kah day
no problem friend
aap hi bata do ..
Yes...!
Khazaano Ko Zameen Me Dabaya Jata Hy...!
Dobara Nikaalny K Liye...!
Or Kachry Ko Jala Dia JAta Hy...!
jee haaan suhail nay bilkul theak kaha hai....
un ka aqeeda hain k k un roh ko chotkara mil jata hain or jab tuk un ke jism ko na jalaya jai un ki roh bhatakti rehti hain or jab jala dete hain to wo azad ho jati hain or in k matabik naya janum ho sakta hain kisi b rop main masalan birds animal or a human amal k hisab se mera sath hospital main ek hindu kaam kurta tha os ne bataya hain apni duao main yaad rakhna i m muslim
is ka sab sai behtar anser yeh hai k hindo mai yeh rawaj tab sai shuroo hoa k 1 aadmi tha bohat gunah gar
jab wo bemar hoa tu us ko apnay gunahon ka ehsas hoa us nai marnay sai pehlay waseehat ki k mujhe marnay k bad jala diya jaye or meri rakh pani mai baha di jaye
jab logon ne us sai pucha k aisa kion karna hai
tu us nai jawab dia k mai buhat gunah gar hoon
or mai ALLAH k samnay kis moon sai jaon ga
is liye mai marnay k bad jalna chahta hoon take mai rakh ban jaon or meri rakh is liye pani mai baha dena kion k rakh k zaroo ko pani mai ALLAH nahi doondh sakta (NA AOZ BILLAH)
us nai mehaz ALLAH k dar sai yeh kam kiya
us ko tu shaid ALLAH bakhash dai
lekin us k peechay jo log aisa kam kar rahai hain un ko ALLAH nahi bakhsay ga
yeh bat mai nai apnay techer sai suni thi
Kyoon keh khizana dafnaya jata hay aur kachra jalaya jata hay
mera khyal h k ye aik fazoool sawal h.
kion k ye khalis mazhab say RELATED h aur ........
is tarha k swal krnay sy guraiz karin.
wasslam
Bookmarks