Dear ITD Experts,
Main windows 7 64 bit use kar raha hon aur meray pc ka wifi connected hota ha, net b kam karta ha likin wifi ki jaga LAN ka symbol aata ha wo be disconected show karta ha, drivers taqriban saray installed hain. Screenshot attached ha, please meri rahnomai karain takeh is maslay kho hal kar sakoon.
Thanks
Rahmatullah Ktk
Bookmarks