mere computer main har drive par open ki jagga auto ka option aarha hai.
or jab us auto par click kia jata hai to wo drive aik alag folder main khul jati hai aur us k saath sound ka folder khul jata hai. please mujhe ye khatam karnay ka tareeqa bata dein.
Shukrya
Bookmarks