ye hamla pakistan ko badnaam kerney ki sazish hi . or ye jis ne bi kia hi wo kabi samney nahi aai ga.kion ke hamary hukmaranoo ke pass itni himaat hi nahi hi .agar ye hamla amrica ya india me hooa hota to hamarey ye hukmaran in hamala awaroon ko pataal se bhi nikal ker le aate.lakin amrica or india ko is ki koi perwa nahi hi is liye mujrim kabi samne nahi aain gey tarikh qawah hi.
Bookmarks