Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: Doctor Sahib

  1. #1
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Thanked
    0

    Default Doctor Sahib

    agar koi bhi member jan boojh kar kisi post main fasad machaey ga to Islam section kay rules main uska hal bhi mojood hay main kisi qisam ki riayat naheen karoon ga chahey koi bhi ho.
    yeh jo baat main nein oper qoute ki hia yteh Doctor sahib ki hai .

    Janab Doctor Sahib sabh se Pehle Asslam-o-Alaikum!
    2.baat woh yeh k mera or aap ka ikhtalaf pehle bhi isi baat par howa tha aap mera reply aaney se pehle hi thead ko band kar dete ho.
    3.Or janab aap apna yeh comment dekhey kia yeh mere sawalo ka jawab hai ?
    4.Aap nein kaha k jo member jaan bhooj kar kisi thread mein danga fasad machaney ki koshish kare ga to main usey maaf nahi karo ga to janab aye pehle saajid khan sahib ko pakriye

    See saajid's Comments in my thread


    Mujhe meri jin baato ka jawab nahi mila woh main yeha share kar raha hoon.
    Q# 1
    janab agr aap ko yeh dar hai k agr mere thread mein kisi dosare firqay wale nein reply kar diya to waha debate shoro ho jaye gi jo k kawaneen k khilaf hogi to janab agr main Saajid khan ki Mullan Umer wali post mein Debate shoro kar do to phir?
    Q#2
    janab agr aap k kehne k mutabiq aap us post ko likhne ki ijazat nahi de sakte jis mein debate hone ka khatra ho to phir aap mullan Umer wali thread ko delete kiun nahi kiya?
    Q#3
    janab Mullan Umer wali thread ka reply na aaney ko aap yeh nahi keh sakte k woh mutnaizah nahi hai .Meri khud ki nazar pehli baar aap k is action k baad parhi to phir aap batao k kia Mullan Umer Sahib meri nazar mein mutnaziah nahi hai ya nahi ?
    Q#4
    Janab Doctor Sahib agr app ki yeh baat mani jaye k islam secion mein sirf aysi shaksiyet par thread likhne ki ijazat nahi jo debate section mein zere behas na ho.To janab abh jo main baat kehen laga hoon hai to buhat purani mgr is se related hai .Aap ko yaad ho ga main nein Hazji Mushtaq Attari Rehmatullah Alaih ki zindagi par aik thread likhi thi .jise aap nein baat section mein move kar diya tha.Or us waqt main samjha tha k Islam section k rules k khilaf ho gi is liye baat section mein send kiya gya.
    Lekin aap ki is baat se yeh lag raha hai k islam section har us thread ko likne ki ijazat hai jis mein ksii dosare firqay ko nishana na banaya gya hoo.or woh shakhsiyet zere behas na ho .To janab meri is thraed mein aysi koi baat nahi thi to aap nein usey baat section mein kiun bheja .

    See my post

    or aik Guzarish k Janab Doctor sahib ho sake to meri in baaton ka jawab # k lihaz se dijiye ga.

    Allah Hafiz
    Last edited by Ashiq e Rasool; 3rd March 2009 at 06:38 PM.

  2. #2
    Gulshan e attar is offline Senior Member+
    Last Online
    12th July 2010 @ 03:04 AM
    Join Date
    30 Dec 2007
    Posts
    793
    Threads
    219
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    u r rite shan bhai im wid u..........
    Last edited by Niqash; 3rd March 2009 at 10:07 PM. Reason: Doctor BHai zaroor reply karin gey Just Let him Come

  3. #3
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Doctor sahib shayed aap nein mera yeh thread para nahi hai is liye abhi tak jawab nahi aya par main yeha aik or baat add kar raha hoon.jo k aap nein sydsara sister k thread mein kahi hai.plz mujhe is ka bhi jwab dey dein.shukriyah



    Attention all members !!!!!!!

    Islam section say jo thread bhi RB main move hota hay , uski wajah bhi likh di jati hay , eis liay aap log bila wajah yahan thread likh kar apna & doosroon ka time zaya na kiya karain

    Thanks


    janab doctor sahib yeh jo baat meni nien oper qoute ki hai yeh aap nien syd sara ki thread mein kahi hai .jis se mujhe ikhtalaf hai .
    aap nein kaha k islam section se jo bhi thred delete ki jaati hai us ki wajah bhi saath likh di jaati hai .janab aap meri baat ko sahi tarha samjhe nahi main nein kaha tha k konse rule k khilaf hai .Kia hadees mein bhi kisi ko ilkhtalaf ho sakta hai ?kia Sheikh abdul haq Muhadis dehlvi Rehmatullah alaih ki tahreeh bhi ikhtalafi ho sakti hai ?

    agr aap yeh wajah likh dey k Shekh Abdul haq Muhadis dehlvi rehmatullah alaih aik mutnaziah sakhsiyet hai to hume koi aitraz nahi hai


  4. #4
    abdullah khan20 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st August 2012 @ 03:29 AM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    71
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default doctor sahab aap se aik request hai

    janab apni problem direct main page mai expert se pochne k liye kiya karna chahia us mai post ka option nahi hota Thread ka hota hai.

  5. #5
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Yaar koi dosra modrator hi jawab dey dy.

  6. #6
    Join Date
    04 Jan 2008
    Location
    The Dream World
    Age
    34
    Posts
    274
    Threads
    23
    Credits
    940
    Thanked: 1

    Default

    BHai ap pareshan kiun hotey hain iska jawab Niqash Sahab dey dain gey :d


    ======================
    مبارک مجھے میری ویرانیاں ہیں
    =======================




    =======================




  7. #7
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Malang009 said: View Post
    BHai ap pareshan kiun hotey hain iska jawab Niqash Sahab dey dain gey :d
    kiun kia aap k jawab khatm ho gaye Janab main pehle bhi keh chuka hoon k aap meri thread mein apni post kar k mere thread ko ganda mat kiya karein .lekin aap log ho k mante hi nahi ho .

    Plz Doctor bhai Jawab dey.main wait kar raha hoon

  8. #8
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote Ashiq e Rasool said: View Post
    Plz Doctor bhai Jawab dey.main wait kar raha hoon
    kis bat ka jawab darkar hay aap ko ???? dubara bayan karain.

    & yeh debates section naheen hay yahan users 1 doosray per lafzi hamloon say guraiz karain thanks.

  9. #9
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Doctor bhai main meni oper kuch sawalat likhein hain.un ki wazahat chahiye.
    shukriyah

  10. #10
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote Ashiq e Rasool said: View Post
    Doctor bhai main meni oper kuch sawalat likhein hain.un ki wazahat chahiye.
    shukriyah
    bhai aap nay mujh say jo poochna hay dubara likh dain, aur agar koi bat debate section kay barey main hay to woh qissa ab khatam ho chuka hay , eis kay eilawa koi bat hay to woh aap mukhtasar dubara likh dain

    Thanks.

  11. #11
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote Ashiq e Rasool said: View Post
    Doctor sahib shayed aap nein mera yeh thread para nahi hai is liye abhi tak jawab nahi aya par main yeha aik or baat add kar raha hoon.jo k aap nein sydsara sister k thread mein kahi hai.plz mujhe is ka bhi jwab dey dein.shukriyah





    janab doctor sahib yeh jo baat meni nien oper qoute ki hai yeh aap nien syd sara ki thread mein kahi hai .jis se mujhe ikhtalaf hai .
    aap nein kaha k islam section se jo bhi thred delete ki jaati hai us ki wajah bhi saath likh di jaati hai .janab aap meri baat ko sahi tarha samjhe nahi main nein kaha tha k konse rule k khilaf hai .Kia hadees mein bhi kisi ko ilkhtalaf ho sakta hai ?kia Sheikh abdul haq Muhadis dehlvi Rehmatullah alaih ki tahreeh bhi ikhtalafi ho sakti hai ?

    agr aap yeh wajah likh dey k Shekh Abdul haq Muhadis dehlvi rehmatullah alaih aik mutnaziah sakhsiyet hai to hume koi aitraz nahi hai


    agar aap ko kisi thread per liay gay action per objection ho to thread ka link & mari reply ka link add kar kay yahan apni shikayat likh dain uska munasib jawab day diya jaey ga & agar usmain koi gunjaish howi to thread bhi bahal kiya jasakta hay

    Thanks

  12. #12
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    REPLY of Q1

    kisi eikhtilafi thread ki bat alag hay laykin agar koi member jan boojh kar kisi khayr eikhtilafi thread main shoor sharaba karey ga to action sakht hoga & Mulla Umer wali thread eikhtilafi naheen hay na eis shakhsiyat per debates section main koi thread tha eis liay main nay wazeh kiya tha keh agar jan boojh kar kisi thread ko kharab karey ga to sakht action hoga , aur eis kay eilawa jesa keh aam toor pewr user 1 ya 2 post kartey hain to eis surat main woh post delete ho jaey gi & agar koi user bar bar kisi khar member ki thread main eis tarah karey ga to then eis kay khilaf minasin karwai hogi.

    agar mazeed kuch poochna hay to batain.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Doctor Sahib
    By Ashiq e Rasool in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 11
    Last Post: 2nd March 2009, 03:22 PM
  2. Doctor sahib
    By Ashiq e Rasool in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 7
    Last Post: 7th January 2009, 11:46 AM
  3. Ek Shikayat to DOCTOR sahib
    By BossisBack in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 9th September 2008, 10:31 AM
  4. DOCTOR sahib Allah mujhay hidayat ATTA farmaay AMIN
    By AKHTER KHAN in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 2
    Last Post: 22nd July 2008, 10:14 PM
  5. Doctor sahib or laselky bhai
    By Stolen Moments in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 21
    Last Post: 9th November 2007, 07:58 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •