Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 23

Thread: Aap log threads kyon delete kartein hein?

  1. #1
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default Aap log threads kyon delete kartein hein?

    Aslamalikum all,

    Hope that every1 will be fine.Mein aap logon se ye poochna chahata hoon k aap loog threads ko delete kyon kartein hein.Bohut si achi threads thein jin mein mein ne reply kiya tha.Mager aj mein ne apni previous posts open ki tu un mein se bohut si delete hein.Aap loog apne Muslims bhaiyoon ka dil kyon toortein hein.Itni achi threads Ko aap recycle bin mein pankh detein hein.Akhr kyon?Ab is thread ko aap loog delete ker du ge ya mujhe Ban ker du ge...
    ya kisi ko ghusa ayaa tu wo kahein ga k
    AAB TAALA LAGANE KA WAQT AA GIYA HAI
    THREAD CLOSED
    Tera[ Sallal Laahu Alayhi Wa Sallam ] Tassawer mera hi sakoon hai
    Tera[ Sallal Laahu Alayhi Wa Sallam ] Naam lena mera hi janoon
    Wo methein batein Teri[ Sallal Laahu Alayhi Wa Sallam ] hi sunoon mein
    Dunia bura manee tu mein kiya karoon

  2. #2
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    Dear Member ........ Aap Hamain batayeen ke Aap ke Konsi Thread ya post Delete ke gayeen hain ........

    Shukriya
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

  3. #3
    Shahroz Awan is offline Member
    Last Online
    27th October 2009 @ 09:44 AM
    Join Date
    06 Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    3,354
    Threads
    93
    Thanked
    5

    Default

    Brother Jo Thread Delete Kia Jata Hay Uska Link Zaroor DIa KArain
    Please

  4. #4
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Quote BossisBack said: View Post
    Dear Member ........ Aap Hamain batayeen ke Aap ke Konsi Thread ya post Delete ke gayeen hain ........

    Shukriya

    Meri koi threads delete nahi howi mein un threads ki baat ker raha hoon jo kuch members ne di thi or un mein mein ne reply kia tha.Jab wo threads mujhey dobara zaroorat parhi tu mein ne apni privious posts open ki mager wo delete ho chki hein....

  5. #5
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Quote Shahroz Aawan said: View Post
    Brother Jo Thread Delete Kia Jata Hay Uska Link Zaroor DIa KArain
    Please
    Link kahan se doon wo tu delete hoo gae hein.

  6. #6
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    Quote Sami Yusuf said: View Post

    Meri koi threads delete nahi howi mein un threads ki baat ker raha hoon jo kuch members ne di thi or un mein mein ne reply kia tha.Jab wo threads mujhey dobara zaroorat parhi tu mein ne apni privious posts open ki mager wo delete ho chki hein....
    Dear Brother .......... ITDunya Rules ke Mutabiq chalti hai ........... Kuch members jin ko Rules ka Nahi Pata hota or Woh aise Sharing kar dety hain Jo ITD main Allow nahi hai ........... Jab Hamari Un Threads par Nazar parti hai to Hum un ko RB main Move kar dety hain ........... Ya Phir Jo Section un ke liye munasib Hota hai Wahan Move kar dety hain ...........

    Har Section ke Rules hoty hain ........... Un Rules Ke Khilaf Jo Thread banta hai Uss Par Action Liya Jata hai ..........

    Hamara Maqsad Members tak Saaf or Achi Sharing Pohonchana hai

    Umeed hai aap samajh gayee hoon ge

    Spread Knowledge EveryWhere

    Aap ka Dost
    Boss

  7. #7
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Brother u r ryt ,Lekin ager kisi ne koi Hadith shareef Islam section mein share ker di hai tu use delete karne ka kiya maqsad hai kiya Hadith Shareef dena bhi rules ke khilaaf hai..
    Mein dubara rules perh loon ga shahed us mein koi changes ker di hoon?
    Thanks.

  8. #8
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    Brother Islam Section ke Rules Aap ko yahan se Mil jayeen ge

    http://itdunya.com/showthread.php?t=20906

    Shukriya ...

  9. #9
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Aap ne jo rules rakhe hein members use ke mutabiq threads detein hein.Saboot samne hai.
    Kia IMRAN SDK ne ye thread bana ker rules ki khilaaf warzi ki thi.Aap log Hadiths Shareef ko delete ker k Astagfiruullah Recycle Bin mein kyon pankhtein hein.Kiya aap logon mein Hadith Shareef ka bilkul ahtaraam nahi hai.Aik member ne naat bhi post ki thi wo bhi aap ne Bin mein pankh di...Yahan koi member rules ki khilaaf warzi nahi ker raha.

    SAABOOT SAMNE HAI

    TOPIC KA NAME: AAQA(Alaih Salatu Wassalam) Kab se NABI hain
    Attached Images Attached Images  
    Last edited by Sami Yusuf; 7th March 2009 at 01:17 PM.

  10. #10
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Is mein Thinkme1st aur mein ne reply kiya tha

  11. #11
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Ab aap bataein ke Aap loogon ne kyon delete ki thi ye thread
    RASOOL sallalahu Aali Wassalam k kool mubarik ka tu koi Muslims Inkaar nahi ker sakhta.

    Meri aap logon se request hai k plz is thread ko delete na karna....

  12. #12
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    Quote Sami Yusuf said: View Post
    Aap ne jo rules rakhe hein members use ke mutabiq threads detein hein.Saboot samne hai.
    Kia IMRAN SDK ne ye thread bana ker rules ki khilaaf warzi ki thi.Aap log Hadiths Shareef ko delete ker k Astagfiruullah Recycle Bin mein kyon pankhtein hein.Kiya aap logon mein Hadith Shareef ka bilkul ahtaraam nahi hai.Aik member ne naat bhi post ki thi wo bhi aap ne Bin mein pankh di...Yahan koi member rules ki khilaaf warzi nahi ker raha.

    SAABOOT SAMNE HAI

    TOPIC KA NAME: AAQA(Alaih Salatu Wassalam) Kab se NABI hain
    Janab Yeh Dekhain Doctor Bhai ka Reply .... jo unhon ne Thread main batayi hai , Thread Delete karny se pehly ....

    Plzz Note it ....

    Quote Doctor said: View Post

    محترم ممبر !آپکی یہ تحریر آئی ٹی دنیا اسلام سیکشن قوانین کے ضابطہ نمبر 2 کے خلاف ہے اس لئے اسے منتقل کیا جارہا ہے
    مصنف عبدالرزاق والی روایت پر پہلے بھی ڈیبیٹ سیکشن میں بحث ہوچکی ہے اور یہ مستند روایت نہیں بلکہ اختلافی روایت ہے
    آپ سے گذارش ہے کہ مستقبل میں اسلام سیکشن میں تھریڈ لکھتے وقت قوانین ضرور پڑھ لیا کریں
    قوانین کی بار بار خلاف ورزی کی صورت میں قوانین کے ضابطہ نمبر 9 کے تحت سخت کاروائی بھی کی جاسکتی ہے
    شکریہ

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Meri Thread Kyon Delete Kar Di
    By hackers in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 6th October 2009, 09:18 PM
  2. Video Threads kyon approve nahi hui..?
    By Asad Mirjat in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 10
    Last Post: 19th July 2009, 09:03 AM
  3. mera thread delete kyon kya hai
    By naseer grt in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 2
    Last Post: 1st July 2009, 10:10 AM
  4. Thread ko Delete kyon kiya ?
    By ahmerkhan in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 6
    Last Post: 12th May 2009, 07:37 PM
  5. mera thread kyon delete kia
    By onesusan in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 5
    Last Post: 12th May 2009, 07:34 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •