sir jee mara nam waqas ha main kafi arsa sa is ka user hoan.main na almost 2 thread post kia and ap ka karm sa 2 dono he ap na delet kar dia muja nahi pata is ki kia waja ha.may be main galat hoan ga but ap ka farz banta ha ka pehla muja warn karin.but mara sath nahi how mara thread main akhir kia asi chez thi jis ki waja sa wo delet kia gea.agar is waja sa.ap agar rule dakin to main na asi koi be galti nahi ki jis ki waja sa mara thread remove kia gea ha.agar is ki waja eraning wagar thi to ap ko ya section bana na hi nahi tha .
ya shahid hum jasa user post nahi kar sakta
muja ap ki reply ka bechani sa intazar raha ga.
Bookmarks