sab say pahlay tou Allah Tallah ka shukar hai kah hamaray mulk main kahin tou acha kam ho raha hai.ap ko mubarak ho.
ab main ap say chahoon ga k mjay btain ka main kaisay MCse k Dumps ka URDU main tarjama kaisay maloom kar sakta hoon.
dosra ye btain k kia mera andazay tahreer site k asooloon k mtabik hai ya nahi?
ap ki karam nawazi ho gi.Allah hafiz