main pahly be kaee baar it dunya main ya baat poch chuka houn lakin kice nay mujay koe is ka koe complete solution nahe batya. mara prob ya hai k mara aik net cafe hai aur saht main mobile shop hai maray city main DSL ke facility nahe hai aur main net chalany k liya ptcl wirless use karta houn main nay net working k liya work gorup ko use kia houa hai maray sys 3.0 aur 1 gb ram aur 400 gb hard hai. lakin prob ya hai k jab main net contect karta houn to jab tak ma main server pa koe cite wagara open na karoo agay cabons main cites open nahe hotee main chahta houn k aik bar main server main net contect kar doun to agay cabon main net chalta rhay chahya ma main server pa net ke koe cite open karoo ya na karoo koe aysa soft ware hai koe maree is prob ko solve kar day i am very thankful to you.
Rashid.