salaam mera pass 500gb seagate sata hard disk hai or is main aksar working kaa waqat awaz aati hai kaya mujha plzz batayan gaa kaa yeh awaz aani chahiya kaa nahi kayoun kaa mera dosraa computer main joo hard disk hai iss main saa koi awaz nahi aati