Sorry, i don't know
hmmm very nice abi soch kar ya Study kar k ya kisi bhi taraha mehnat kar kay batata ho ok plz w8 abi aaap jawab mat batana thnx my dear ye boht acha Quiz hain plz isko jari rakhna!
wes ye mein apne Zehan se jawab de raha ho zarori nahi thek hi ho lakin mera Dil kheta hain aysa hi hoga 1) Hazrat Aadam(alahis salam)
2) Amma Hawwa(Aadam alahis salam ki Bivi)
3) Hazrat Ismail alahis salam ki Qurbani kay waqt jo Mendha aaya tha wo
4) ???????ye nahi pata wese agr mein sahi ho tu plz zaror bataye ga
Salam
bhai jan sab sy pehly to yeh k aap ny Hazrat Ali (radi Allah anh) k sath
jo ap ny yeh chota sa lahaya hy yeh sahi nahi hy iss tarhan short form main likhna HARAM or Jahannam main ly jany wala kaam hy
iss ko Pora likhty hain Radi Allah anh
ok bhai Bora nahi maniye ga
Jazak Allah
i m also go wid all these 4 options.....
1-HAZRAT ADAM (A.S)
2-AMMA HAWA(A.S)
3-MENDHA AT DA TIME OF SACRIFICE OF HAZRAT ISMAIL (A.S)
4-OONTHNI OF HAZART YAHYA (A.S)
1 Amma Hawa
2 Hazrat Aadam
3 Dunba At Qurbani
4 Oontni Of Hazrat Yahya
Oontni Wo Hazrat Saleh A.s Ki Thi
shataan
1) Hazrat Adam
2) Hazrat hawwa
Kia ye sahi baqui nahi atay
Bookmarks