meray pass lap top main windows vista home premium instal hay..is ki do hi partition banee hooee hain...ab main is ki mazeeed char partition karna chahta hoon..lekin is ka tarika nahee pata.. hhdisk 200 gb ki hay,,, kooee bhaaee/ behn is ka tarika bata dain....shukria