Hello all friends how r u? Yar! hamare syllabus main ACCESS ke MACROS shamil hain lekin hamari book main yeh topic nahi dia gia hai>
Ager kisi bhai ne MACRO per kam kia hai ya in ke bare main janta hai to plz help me.
Mujhe yeh bataen keh yeh macro hote kia hain aur in ka kam kia hai?
In ko kaise banaya jata hai aur kaise use kia jata hai?
Main ap logoon ka bahut shukar guzar hooon ga.
Bookmarks