Results 1 to 6 of 6

Thread: تیرہ سو سال بعد ایک نبی

  1. #1
    khatmenubuwwat is offline Junior Member
    Last Online
    27th March 2009 @ 11:56 AM
    Join Date
    24 Mar 2009
    Posts
    10
    Threads
    5
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default تیرہ سو سال بعد ایک نبی

    بسم اللہ الرحمن الرحیم


    قادیانیوں کی صریح بکواس
    ایک دفعہ سالانہ جلسہ کے ایام میں حضرت اقدس(مرزا کذاب۔۔ازناقل)اپنے خدام کے ساتھ بڑے بازار سے گذر کر ریتی چھلہ میں لسوڑھی کے درخت کے پاس ٹھر گئے اور خدام پروانہ وار مصافحہ کی خاطر ایک دوسرے پر گرنے لگے کسی دوست نے کہا بھائیو! تحمل سے کام لو۔کیوں بے تابی کا مظاہرہ کرتے ہو اس سے حضور (مرزا دجال) کو تکلیف ہورہی ہے ۔اس پر ڈاکٹر بشارت احمد صاحب کہنے لگے ۔لوگ کیا کریں۔تیرہ سو سال کے بعد ایک نبی کا مبارک چہرہ نظر آیا ہے ۔نیز اسی مجلس مین ایک شخص بلند آواز سے الصلوۃ واسلام علیک یا رسول اللہ الصلوۃ والسلام علیک یا نبی اللہ پڑھتا تھا ۔اور حضرت مسیح موعود (مرزا دجال)کبھی کبھی اس کی طرف چشم مبارک اٹھاکر دیکھتے اور آپ کے چہرہ مبارک سے بشاشت مترشح ہوتی تھی


    (اصحاب احمد جلد دھم ص267،احمدیہ بک ڈبو ربوہ پاکستان)
    Attached Images Attached Images   

  2. #2
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default


    ماشا اللہ، سبحان اللہ

    آپ نے بہت عمدہ اور بہترین باتیں پیش کی ہیں
    اللہ پاک ہمیں دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
    آپ کا بہت بہت شکریہ

  3. #3
    awchaudhary is offline Junior Member
    Last Online
    28th May 2009 @ 08:38 PM
    Join Date
    27 Dec 2008
    Age
    45
    Posts
    11
    Threads
    0
    Credits
    997
    Thanked
    0

    Default

    Assalaam`O Alaikum Wa Rahmatullah`e Wa Barakato`ho,
    Bohat pyaray dosto.
    Aaap ne kafi mehnat ki hai yeh saray saboot akhatay karnay main.
    Sirf, 1 Sawaaal hai..Ager koi shakhs jhoota ho to is ko itni ehmiyyat denay ki kia zaroorat hai ? Allah ne quraan aur apnay aakhri deen ki hifazat ka wada farmaya hai? to aap ko kia Allah per aitebaar nahi hai ?
    Meray bhaiyo ..aap baghair tehqweeek ke doosron ke likhay to aagay pesh kar rahay hai ...khud research kar ke dekhain shayad kuch behtari nazar aaye...
    sawaal kitabon se hawalay nikalnay ka nahi hai ... Aiteraaz ki duniya bohat wasee hai ...
    meray kuch sawalon ka jawab please day dain... shayad baqi logon ko bhi faida ho jaye..
    1- Hazrat Isa (as) ka maqaam aap ki nazar main kia hai ?
    2- Hazrat Mohammad (saw) ko kuffar ne kaha keh aasman per ja kar kitaab lao to hum yaqeen kar lein gay keh tumhara deen sacha hai aur tum sachay nabi ho, mager Allah ne unke saath aisa salook kyoun nahi kia ?
    3- Hazrat Isa ne shadi ki thi ya nahi ? aur unki shadi kis umer main hoi ?
    4- ager aap (as) ki shadi nahi hoi to kia dobarah aanay per ho gi ? aur kia bachay bhi hongay ?
    5- Aap (as) konsay aasman per hain ? Aap (as) apni zandagi qayam rakhnay ke liya kia khatay peetay hain ?
    6- Jab aap (as) dobara zameen per aaingay to aap ka kia maqaam ho ga ? Nabi ya ghair nabi ya kuch aur ?
    7- Imam mahdi ka maqaam aap say buland ho ga ya nahi ?
    8- Aap to bani israeel ke nabi they musalmaan aap say kaisay taleem lain gay aur kia aap ko quran ki taleem ho gi ..hadees ki taleem ho gi ....tamaam twareekh-e-islam ka ilm ho ga ?
    9- Woh aa kar zabaan konsi bolain gay ?
    10- Kia un per poori duniya eman ley aaye gi ya nahi ?



    filhaal itna hi
    baqi phir

    Allah aap ka hami wa nasir ho.

    WasSalaam


    Aamir

  4. #4
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims

    Ager koi shakhs jhoota ho to is ko itni ehmiyyat denay ki kia zaroorat hai ? Allah ne quraan aur apnay aakhri deen ki hifazat ka wada farmaya hai? to aap ko kia Allah per aitebaar nahi hai ?
    chaudhary sahib aap ne ye to kaha hay k ksi jhuty ko ahmiyat deny ki zarurat nien hay lakin agar jhuta apna sachy hony pe israar kary to os ke jhute ko logun tak pahunchana hamara faraz hay ta k log os jhuty ko sacha na samajh lain. aor mirza qadyani to wo jhuta hay jis ne NABI(saw) SE LE KAR AAJ tak ki ummat tak ksi ko nien bakhsha aor sab ambia(AS) aor sahabah(RS) aor ulama keram tak ko jhuta kaha aor khdu anbi honya ka dawa ker dia ab os k jhute ko logun tak pahunchana sab muslim,s ka farz hay kyun k agar os k jhute ko sun ker ya perh k koi bhi qadyani ho gya to hums e poucha jaye ga k tum log jo khdu ko muslim kehty ho unhun ne mirza qadyani k jhute ko logun tak kyun nein pahunchaya aor logun ko haqeeqat kyu nuien pahunchayi.

    aap baghair tehqweeek ke doosron ke likhay to aagay pesh kar rahay hai ...khud research kar ke dekhain shayad kuch behtari nazar aaye.
    chaudhry sahib es baat ki mujhy samj nein ayi aap ne yahan forum pe dekha ho ga k koi bhi baat mirza qadyani ki pesh ki jati hay to os k prignal pages bhi sath scan kye jaty hain ta k logun tak pahunchy k ye baat waqye mirza qadyani ne likhi hay ab jo log oriognal pages tak scan ker rahy ahin ab es se zayada kya tehqeeq karin ge qadyaniat k bary mien?
    aap bat sakty hain kuch qadyaniat k bary mein tehqeeqi tour per?


    aap ne hazrat eesa(AS) k bary mien jo 10 sawal pouchy hain ye sawal qadyani hi ekrty hian aor mera khayal hay k aap bhi qadyani hain lakin yahan aap khul k bata nien rahy aor sirf hum se sawla kerny aye hain.
    agar forum dekh ker bhi aap ko hamara aoor tamam muslims ka aqeedah hazrat eesa(AS) k bary mien nazar nien aya to afsoos ki baat hay .

    mien aap se sirf aik sawal pouchta hun k aap apna aqeedah hazrat eesa(AS) k bary mien waziah tour per bata dain k kya hay aor mirza qdyani k bayr mien bhi bata dain ?
    aap ne to zayada tehqeeq ki ho gi na

    umeed hay aap jawab dain ge aor baqi aap k tamam sawalun k jawbat hazrat eesa(AS) k bary mien forum pe mojud hain per lain aor search ker lain.
    kuch links mien de raha hun.


    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=56381

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=40096

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=35765

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=44407

    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=42931

    en topics mien aap k sawalun k jawabat mojud hain chek ker lain

  5. #5
    Join Date
    17 Jul 2008
    Location
    Khatm-e-Nabuwwat
    Posts
    875
    Threads
    169
    Credits
    955
    Thanked
    33

    Default

    great i love sahaba bhie

  6. #6
    lhrmirpur is offline Senior Member+
    Last Online
    8th July 2018 @ 02:00 AM
    Join Date
    07 Mar 2015
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    203
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    very good

Similar Threads

  1. Replies: 3
    Last Post: 3rd May 2014, 04:49 PM
  2. Replies: 4
    Last Post: 17th March 2013, 11:26 PM
  3. Replies: 114
    Last Post: 14th October 2012, 03:52 AM
  4. تراسیی سال کی عبادت سے بھی زیادہ ثواب
    By amjadattari in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 9
    Last Post: 9th March 2012, 02:51 PM
  5. Replies: 15
    Last Post: 4th February 2011, 10:34 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •