Aslamalikum
aksar esa hota hai k hamara msnger kaam nhi krta..aur agar web mesenger istmaal kiya jaye to us se vc nhi ho sakti..main ap ko ek website bataongi jis main webcam bhi use kiya ja sakta hai aur vc bhi ki ja sakti hai..www.meebo.com..ap apni aara se agah kariye ga ku k yeh mera pahla thread hai..
Bookmarks