asslamu alaikum
janab meri problume ye hai ke main jab computer on karta hoon to
bohat sari chizain sath mian khul jati hain jis ki waja se mera starup
bohat slow hai . main ne starup se ja kar sari chizain disable kardi thi
to theek ho gaya par jaise hi main un chizon ko use karta hoon to dubara
phir se wo chizain aana shoro ho jati hai . main chahta hoo ke ye sab chiz
dubara kabhi startup main na aaian .ek or problume hai ke jab main sari
chizain disable karta hoon to mera antivirus bhi task bar se gayab ho jata hai
plz koi acha sa slotion bataye app ke jawab ka intazar hai ..........
all expert and junior plz help
it dunya zindabad