Results 1 to 6 of 6

Thread: startup problem

  1. #1
    masif's Avatar
    masif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2017 @ 01:45 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    38
    Posts
    1,280
    Threads
    218
    Credits
    522
    Thanked
    10

    Default startup problem

    asslamu alaikum
    janab meri problume ye hai ke main jab computer on karta hoon to
    bohat sari chizain sath mian khul jati hain jis ki waja se mera starup
    bohat slow hai . main ne starup se ja kar sari chizain disable kardi thi
    to theek ho gaya par jaise hi main un chizon ko use karta hoon to dubara
    phir se wo chizain aana shoro ho jati hai . main chahta hoo ke ye sab chiz
    dubara kabhi startup main na aaian .ek or problume hai ke jab main sari
    chizain disable karta hoon to mera antivirus bhi task bar se gayab ho jata hai
    plz koi acha sa slotion bataye app ke jawab ka intazar hai ..........
    all expert and junior plz help
    it dunya zindabad

  2. #2
    dawoodaslam is offline Senior Member+
    Last Online
    24th December 2016 @ 07:51 AM
    Join Date
    26 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    42
    Posts
    88
    Threads
    6
    Credits
    77
    Thanked
    0

    Default

    bhai aap sari cheezain disable kion kertay ho, startup main say sari cheezain disable kernay say aap ki windows per asar per sakta hay aap aik kaam karo kay Avira Antivirus install karo is ki exe files jo backhand per chalti hain bohat ziada halki hain aur is kay ilawa main aap ko aik software daita hon aap ko install ker lo aur scaning karo wo aap kay system main mojood registry kay errors ko khatam ker day ga Download Disk Cleaner
    aur startup main say sirf un cheezo ko disable karain jin ki aap ko zaroorat nahi aur aap ye keh rahay hain kay un ko disable kernay kay baad jab un softwares ko run kertay hain tu wo doobara say add ho jaati hain tu aap aik kaam kia karain kay her software kay options main ye option hota hay kay aap us ka automatic start enable ya disable ker sakay tu aap us software kay option main jaa ker us ka automatic start disable ker dain wo phir start nahi ho ga
    Regards
    Dawood Aslam
    +92-345-2061023

    Quote masif said: View Post
    asslamu alaikum
    janab meri problume ye hai ke main jab computer on karta hoon to
    bohat sari chizain sath mian khul jati hain jis ki waja se mera starup
    bohat slow hai . main ne starup se ja kar sari chizain disable kardi thi
    to theek ho gaya par jaise hi main un chizon ko use karta hoon to dubara
    phir se wo chizain aana shoro ho jati hai . main chahta hoo ke ye sab chiz
    dubara kabhi startup main na aaian .ek or problume hai ke jab main sari
    chizain disable karta hoon to mera antivirus bhi task bar se gayab ho jata hai
    plz koi acha sa slotion bataye app ke jawab ka intazar hai ..........
    all expert and junior plz help
    it dunya zindabad
    Last edited by dawoodaslam; 25th March 2009 at 01:30 PM.

  3. #3
    siddiqui_rose82's Avatar
    siddiqui_rose82 is offline Senior Member+
    Last Online
    27th November 2009 @ 08:59 PM
    Join Date
    22 Mar 2009
    Age
    38
    Posts
    32
    Threads
    1
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    scan ur pc with this portable utiliry
    ishaAllah ur problem will be solved



  4. #4
    masif's Avatar
    masif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2017 @ 01:45 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    38
    Posts
    1,280
    Threads
    218
    Credits
    522
    Thanked
    10

    Default

    bhaio bohat bohat shukria
    sab kuch theek hai bas EPSON LQ300 printer ko jab main start karta hoon
    to bar bar poochta hai ke driver install karna hai ya nahi to main cancle kar deta hon par wo jab bhi window start karta hoo to wo aa jata hai
    us ka kia hal ha

  5. #5
    Join Date
    17 Nov 2007
    Location
    Ali Hassan SIALKOT Praim Nager
    Age
    34
    Posts
    4,535
    Threads
    93
    Thanked
    12

    Default

    Bhahi Start Per clik kery

    >>>>>>>>>>>>>>Phir Run......Per likhoo. MSCONFIG

    Than Phir dekhoo weha startup per jaooo or Sab ko Un tick ker do then restart...ok
    Attached Images Attached Images  

  6. #6
    dawoodaslam is offline Senior Member+
    Last Online
    24th December 2016 @ 07:51 AM
    Join Date
    26 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    42
    Posts
    88
    Threads
    6
    Credits
    77
    Thanked
    0

    Default

    bhai aap kay system main Epson kay printer ka jo driver install hua hay aap isay unistall ker kay ye driver download ker lo ye genuine driver hay aur pehlay wala driver uninstall kernay baad system restart kerna then ye wala driver kerna
    Download Driver for LQ-300

    Regards

    Dawood Aslam
    Quote masif said: View Post
    bhaio bohat bohat shukria
    sab kuch theek hai bas EPSON LQ300 printer ko jab main start karta hoon
    to bar bar poochta hai ke driver install karna hai ya nahi to main cancle kar deta hon par wo jab bhi window start karta hoo to wo aa jata hai
    us ka kia hal ha

Similar Threads

  1. Pc startup problem
    By Usman Attari in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 6th March 2018, 07:04 AM
  2. [B]Startup Problem[/B]
    By laiba66 in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 16th August 2015, 11:50 PM
  3. startup problem
    By Usman Attari in forum Ask an Expert
    Replies: 22
    Last Post: 1st July 2010, 12:14 AM
  4. startup problem
    By umairqureshi_6 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 13
    Last Post: 26th June 2010, 02:19 PM
  5. pc startup problem
    By Usman Attari in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 17th April 2010, 05:19 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •