mara sath kuch dino sa masla aa raha ha ka aksar pc hang ho jata ha but awaz(audio) ati ha but video nahi ati ha.video us jaga still rahti ha.pehla ya masla game khalta waqt zyada ho jata ha.plzzzzzz muja is ka hal batin.
mara pc ibm ka 2.4 ha ram 512 ddr ha 128 3d card ha 80 gb hadd ha.
plllllllllllllzzzzzzzzz mari madad kar dain
Bookmarks