Hina Faisal
Hina Faisal
I wait Your comments
Your Sincere
buhat achi post ki hai apne thanks for sharing
Koi Khas Nhain Hai Bhai
salam.cute_charming786 said:
Bhai jan meri koi afridi say dushmani nahin hai keh main us kay bary mein aisy khyalaat rakhta hon. jab afridi new new aya tha pakistani team mein to us waqat acha lagta tha kyonkeh who acha khelta tha lakin who khela kuch hi din hai us kay bad nahin. ab ye bhi koi betting hai jo afridi karta hai usy sirf apny aap say gharz hai who pakistani team kaliy nahin khelta. kyonkeh agar who pakistani team kaliy khelta to try karta keh ghalt shot kabhi na khely. lakin sab dekhty hain keh who 10 mein say 1 ya 2 mach theek khelta hai warna us ka recard ganda hai. kabhi bhi soch samajh kar nahin khel sakta pata nahin team mein kis waja say hai shaid her baar ye hi socha jata hai keh shaid acha khel jay lakin hota ye hi hai keh kabhi 0 par awr kabhi 2 ya 4 bana kar out ho jata hai. betting ye nahin hoti keh sirf 6 laga diya to barra player ban gaya. player to soch samajh kar khelty hain takeh un ki team kafi time tak jami rahy awr tamam 50 over khel saky awr score bhi ban sakain. lakin afridi mein ye cheez nahin hai wo her haal mein apny liy claping chahta hai chahy us say pakistani team ko nuqsaan hi ho. is liy ye bahat burra player hai.
afridi ke kya hee batt haa jeeee
Ha jee wo to hay........adee143 said:
Click Here to View All My Important Threads (Afridi)
وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
Pakistan Zindabad
cute_charming786 said:
achi shearing hay................
par koi commnets nahi ....................ya tu marzi hay koi passsand karta hay ore koi napassand....
hmmmmmmm Nice ............Mujhe Afridi ki bating ka Andaz nahi Pasand
bating guzare like thi.......
Bookmarks