Hi Doost
kiya aap Bata Saktay Hein kay Kisi b Software kay password ya Serials ko Kaisay thorsaktay hein plz Reply
THANKS
Hi Doost
kiya aap Bata Saktay Hein kay Kisi b Software kay password ya Serials ko Kaisay thorsaktay hein plz Reply
THANKS
app ko bazer say cds mill jaye geee jiss mai HACKING or CRACKing
ki tip n tricks hote hain meray cd hai par cdrom karab hai warna mai POST kar dyta
Hi Firend,
kisi bhe software ki key / serial ko tornay kay liay us software ka carack dowanload karlain or crack ko os folder main copy karain jis main software instal kia hoo to software ki key / serial totjay ga.
Aslam-o-Alikum
Mara name Arslan hay or main ITdunya ka pahli bar visit karraha hoon please mujhay is web kay paray main batain kay is main courses kaysay kartay hain or web main kia kuch ho sakta hay.
Thanks for this.
salu aap neechat diay gaye link par click karain, yeh section naye users kay liay hain wahan par aap ki kafi madad mil jaye gi aur kuch poochhna hoto woh bhi poochh saktay hain.
Bookmarks