Results 1 to 10 of 10

Thread: ...Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai

  1. #1
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default ...Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai

    ...Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai
    Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai

    Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ?
    Mujhay tu khair taira intazaaar karna hai


    Hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh
    Kabhi yeah jashan sar rah'guzaar karna hai


    woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya
    Khayaal tha ke ussay sharamsaar karna hai


    Misaal e shaakh e barhana khizan ke rut mein kabhi
    Khud apnay jisam ko bay barg o baar karna hai


    tairay firaaq mein din kiss tarhaan kattain apnay
    Keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai


    Chaloo yeah ashak hee moti samajh kay baich ayain
    Kissi tarhaan tu humain rooz'gaar karna hai


    Kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon
    Qaba samajh kay badan taar taar karna hai


    Khuda khabar yeah koi zid keh shouq hai Mohsin
    Khud Apni jaan kay dushman say payaar karna hai

  2. #2
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Apne haathon se yun chehre ko chupate kyon ho
    Mujhse sharmaate ho to saamaney aate kyon ho

    Tum kabhi meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-wafaa
    Pyaar karate ho to phir pyaar chhupate kyon ho

    Ashk aankhon main meri dekh ke rote kyon ho
    Dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho

    Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahate kyon ho
    Milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho

  3. #3
    Salauddien's Avatar
    Salauddien is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd November 2012 @ 11:18 PM
    Join Date
    04 Mar 2006
    Location
    Balochistan,Kharan
    Posts
    419
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Gham hey ya khushi hey tu
    Meri zindagee hey tu

    Afatoo key dor mey
    Chain ki gharee hey tu

    Meri raat ka chirag
    Meri nind bhee hey tu

    Dosto key darmeyyah
    Wajha dostee hey tu

    Meri saree umer mey
    Ek hi kami hey tu

    Mey to wo nahi raha
    Ha mager wahi hey tu

    Mehboob es mehfil mey
    Kitna ajnabi hey tu

  4. #4
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    wah
    kamal ke sharing hey brother
    welldone.... keep it up

  5. #5
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    wah Salauddein brother ......zabardust brother..bus thori si kami hai kai urdu inpage mai nahi likha i mean urdu harf mai nahi likha baki boht zbardust poetry hai carry on brother koshish karoo kai urdu harfon mai likho ..thx and carry on nice sharing

  6. #6
    whitestar's Avatar
    whitestar is offline Senior Member+
    Last Online
    15th October 2013 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Aug 2006
    Posts
    91
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Ussay apnay firda ki fikar thi,wohi jo mera vaqf-i-haal tha
    wo jo uss ki subah-i-arooj thi wohi mera waqat-i-zaval tha

    kahan jao gay mujay chor ker,main ye pooch pooch ker thak gya
    wo koi jawab bi na day seka wo tu hood sarapa-i-sawal tha

    wo jo uss k samnay aa gya wohi roshni main naha gya
    ajab uss ki habt-i-husan thi ajab uss ka rang-i-jamal tha

    Dum-i-wapsi ye kya huva na wo roshni na wo taazgi
    wo sitara kaisay bikher gya wo tu aap apni misaal tha

    wo mila tu sadyoun baad bi meray lab pay koi gila na tha
    ussay mery chup nai rula diya jissay guftgoo main kamal tha

    wo muj say mill ker ro diya aur faqat itna hi keh seka
    jissay janta tha wo zindgi wo tu bas vehm-o-hayal tha
    [IMG]http://i132.***********.com/albums/q6/waqar_03/m.gif[/IMG]

  7. #7
    safdar302's Avatar
    safdar302 is offline Advance Member
    Last Online
    15th January 2020 @ 10:53 AM
    Join Date
    15 Oct 2008
    Location
    Dubai
    Posts
    12,060
    Threads
    560
    Credits
    1,219
    Thanked
    174

    Default

    so nice sahring my dear
    Honest prayer from the heart has great power

  8. #8
    saifi88 is offline Senior Member+
    Last Online
    8th December 2010 @ 05:00 PM
    Join Date
    16 Apr 2009
    Location
    AAP KE DIL MEIN
    Age
    43
    Posts
    6,513
    Threads
    28
    Credits
    990
    Thanked
    247

    Default

    nice


  9. #9
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default


    اسلام علیکم
    بہت خوب .... عمدہ انتخاب
    امید ہے آپ اُردو ادب کے بزم
    کو اسی طرح اچھے اور
    معیاری اشعار سے سجاتے رہینگے
    شکریہ
    محسود

  10. #10
    nazar911's Avatar
    nazar911 is offline Senior Member+
    Last Online
    27th February 2011 @ 09:31 PM
    Join Date
    17 Jan 2010
    Posts
    783
    Threads
    50
    Credits
    1,090
    Thanked
    112

    Default

    nice

Similar Threads

  1. ik hunar hai jo kr gia hon mein by hafizoo7
    By hafizoo7 in forum Design Poetry
    Replies: 11
    Last Post: 5th October 2022, 08:12 PM
  2. Wafa karna adat hai hum gharebo ke
    By Azmat Tanha in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 1
    Last Post: 30th March 2022, 06:56 AM
  3. Wafa ruswa nahi karna
    By umair8005 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 26th November 2010, 10:42 PM
  4. Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai..
    By LoveWithAll in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 5
    Last Post: 30th November 2009, 11:29 PM
  5. Replies: 4
    Last Post: 25th March 2009, 02:13 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •