friends
muje umeed ha aap sab khariat se hoon ge kuch dino pehle yahan kisi dost ne ye kaha tha k ye pata karwain ke Google ki earning hallal ha ya haram to main us ki kuch wazahat kar don
pehle to haram maal wo ha ke agar us men faida ho to dono ka agar nuqsaan ho to 1 ka jase ye Bound hote hain app ka inaam nikal aya to theek warna app ko koi nuqsaan nahain app ki money save ha.
Jahan tak raha Google Adsense ka Talq to ye hargiz haram nahain
Faraz ke toor pr App ki Site App ka ghar ha or google adsense ke ads app ke karaya daar hain wo app ke ghar men rehte hain or earning un ke rehne ka kariya ab aap sochain ye hallal ha ke haram
To friends simply main yahan ye waziya karna chahta hon ke google adsense ki earning haram nahain
R U AGREE WITH ME?
Give me rply i wait ur ans.
Koi galti ho to maaf karna
Bookmarks