kia koi mujhe ye batae ga k ap ko jo mails ate hain ager in ko baad main offline read kerna ho to kaise kia ja sakta ha koi best software ya or koi method bata dain.?

pehlay app yeh batyn kay app kon c compney ki mail use karty ho
Gmail Yahoo Hotmail Other...?
main mail check kerne k liye yahoo ko use kerta hoon
Bookmarks