Slam meri it dunya k dosto, hamari rosun kheyal govt ka aik aur karnama dekho aur khud batao keh hum rosun kheyali me kitnay neech aur nungay ho chukay hein, kisi bahir k dushmen se kiya gila jab hum khud hi apnay qatil howay.

BROTHER yeh hamara hukamraan hamai lai dobenga Khudah INhai Ghar kare .In ko muslim kehna b mera khyal sai gunnah hoga ..gunnah kabeera...hamara hukumrano ko chahiy tha kai woh onhai mutaisir kare laikan inho na tu khud hi sirat tu mustakeem chor diy ....brother kehna ko tu boht kuch hia laikan bus .....mera kehna sai kya hoga......sub sai pehla os napak ko tu wahan irdgird b nahi daina chahiy tha.......laikan bus kya kaha gaye yeh ek MUSLIM mulk kai rehnuma kehlaygata hia inho nai hamra Mulk ki bahir boht publicity ki hia ...her kaam in ka boht acha hota hia ..roza mai yeh paris america ghomta hai ...Laynat ho aeso per
Yeh hamari Kami & Kotahi hay keh aaj hamain yeh din dikhny par rahy hain, yeh waqt aapas main mil kar Islam dushman taqtoon kay khilaf mushtarikah iqdamat karny ka hay & ham aapas main hi das-o-girebaan hain, ALLAH ham main itihad-o-itifaq peda farmaey & Deen ki saheeh khidmat karny ki tufeeq ata farmaey (Aamin)
jee haan bhai ap nay baja fermaya khuda pakistan per apna karam keray
Bookmarks