assalam-0-alikum dosto kya hal hai sab ka kya koi mujhe bata sakta hai ke kisi ke yahoo id ki ip kaise pata karte hain yaar yahan par aik thread hai lakin woh main ne use kiya tha lekin us se yahoo ke id ki ip toh aati hai lekin address usa ka hi bata hai bus agar main apne dost ka ip check karoon toh yaar kaise karo..jis main us ka address exectly aa jai plzzzz help ....