Wajah ye nahi ki tum buri ho sakti nahi.
Wajah ye hai ki me acha samjhna chahta hoon.
Wajah ye nahi ki tu ne mujko chaha nahi.
Wajah ye hai ki me sirf tujh hi ko chahta hoon.
Wajah ye nahi ki tu ne mujko ghum nahi diye.
Wajah ye hai ki me her ghum sehna chahta hoon.
Wajah ye nahi ki tujhe bhol nahi sakta me.
Wajah ye hai ki tujhe yaad rakhna chahta hoon.
Wajah ye nahi tu tabeer de saki na mujhe.
Wajah ye hai ki me khwabon me rehna chahta hoon.
Bookmarks