Assalam o alikum

mera masla ye hai k me ne new window instal karte waqat apne hard disk ki partition ki hai lekin computer c aur d dono show nahi kara raha hai sirf c show kar raha hai me ne dobara partition bhi ki hai lekin wahi masla abhi tak mojood hai kya koi bhai batayega k is ko kaise theek kiya jasakta hai