Results 1 to 6 of 6

Thread: Kitne haseen the who pal..

  1. #1
    shazadx's Avatar
    shazadx is offline Senior Member+
    Last Online
    29th September 2019 @ 02:05 PM
    Join Date
    21 Mar 2009
    Location
    Mirpurkhas, Pakistan
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    40
    Threads
    9
    Credits
    931
    Thanked
    2

    Default Kitne haseen the who pal..

    Kitne haseen the who pal,
    Jinhe yaad karte hai hum har pal.
    Kise pata tha ke yeh bhi din aayenge,
    Jinme hum na tumhe payenge.
    Jeete the hum tab bhi aur jeete hain aaj bhi,
    Bas itna hai ke bhool gaye jeene ka maqsad hi.
    Khwaab tab bhi dekhte the , Khwaab aaj bhi dekhte hain,
    Bas itna hai ke inme aaj khud ko tadapta dekhte hain.
    Sham tab bhi hoti thi , Sham aaj bhi hoti hai,
    Bas itna hai ke suraj ki jagah khud ko doobta dekhte hain.
    Chand aur tare jab bhi the , Chand aur tare aaj bhi hain,
    Bas itna hai ke inki roshni me khud ko jalta dekhte hain.
    Humrahi tab bhi tha, Humrahi aaj bhi hai,
    Bas itna hai ke mera humsafar aaj tu nahi hai.....

  2. #2
    shazadx's Avatar
    shazadx is offline Senior Member+
    Last Online
    29th September 2019 @ 02:05 PM
    Join Date
    21 Mar 2009
    Location
    Mirpurkhas, Pakistan
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    40
    Threads
    9
    Credits
    931
    Thanked
    2

    Default

    Kabhi kuch baat kehdena or kehna chalo chhoro
    Kabhi kuch kehte - kehte keh dena chalo chhoro

    Yeh ada'ain tumhari khaas lagti hain na janay kyun
    Kabhi socha k keh dalun kabhi socha chalo chhoro

    Jatana bhi nahi aata keh yeh tumse kaisa rishta hai
    Tumharay sath chalta main, phir socha chalo chhoro

    Meri beqarari ka aalam kya hai kise jakar bataun main
    Tha ye socha tumko bataunga phir socha chalo chhoro

    Kha'hish hai yeh meri tumhain jee bhar kar daikun main
    Tumhari tasweer banata main, phir socha chalo chhoro

    Jo tum rooth jao gee to ghazal keh kar mana lunga
    Aisay jo manaoon to kehti ho achchha chalo chhoro

    Rahe gi ummeed jab tak yeh hamaray eik honay ki
    Dar hai tum keh na do ummeed ko chalo chhoro......

  3. #3
    shazadx's Avatar
    shazadx is offline Senior Member+
    Last Online
    29th September 2019 @ 02:05 PM
    Join Date
    21 Mar 2009
    Location
    Mirpurkhas, Pakistan
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    40
    Threads
    9
    Credits
    931
    Thanked
    2

    Default

    Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
    Tum ko apna banaana chahta hoon

    Bhula kar apne sab gham
    Tumhe dilse apnana chahta hoon

    Tumhe tumhari ijazaat se
    Apne dil mein basana chahta hoon

    Apne naam k saath joar kar tumhara naam
    Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon

    Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
    Tumhe har dua mein mangna chahta hoon

    Ho jaao tum meri aur main tumhara
    Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon

    Tum se hi ki bass mohabbat main ne
    Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon

    Karta hoon aaj main ye iqraar
    Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon

    Haq ke saath kahoon tumhe main apna
    Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon.........

  4. #4
    shazadx's Avatar
    shazadx is offline Senior Member+
    Last Online
    29th September 2019 @ 02:05 PM
    Join Date
    21 Mar 2009
    Location
    Mirpurkhas, Pakistan
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    40
    Threads
    9
    Credits
    931
    Thanked
    2

    Default

    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Sirf Ik Bar Mulaaqat ka Moqa De De..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..

    Meri Manzil hay kahan, Mera Thikana hay kahan..2
    Subah tak tujh se Bichar Kar mujhay jana hay kahan..
    Sochne ke liye ik raat ka moqa de de..


    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..

    Apni aankho mai chhupa rakhay hain jugnu mene..
    Apni Palkon Pe Saja Rakhe Hain Aansu Mene..
    Meri Aankho Ko Bhi Barsaat ka Moqa De De..


    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..

    Aaj Ki Raat Mera Dard-e-Mohbat Sun Le..
    Kap Kapate Hue Honto Ki Shikayat Sun Le..
    Aaj Izhaar Khayalaat Ka Moqa De De..


    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..

    Bhoolna Tha To Ye Ikrar Kiya He Kiyoon Tha..
    Bewafa Tuu Ne Mujhay Pyar Kiya He Kiyoon Tha..
    Sirf Do Char Sawalaat Ka Moqa De De..

    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..

    Sirf Ik Bar Mulaaqat ka Moqa De De..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..
    Hum Tere Shaher Mai Aaaye Hain Musafir ki Tarah..


  5. #5
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default

    اسلام علیکم
    بہت خوب۔۔۔۔۔بہت عمدہ انتخاب
    اُمید ہے آپ اُردو ادب کے بزم کو اسی طرح
    خوبصورت اشعار سے سجاتے رہنگے
    شیئر کرنے کا بے حد شکریہ

  6. #6
    Join Date
    18 Apr 2009
    Gender
    Male
    Posts
    22,012
    Threads
    145
    Credits
    0
    Thanked
    316

    Default

    Bohat Khoob....Bohat umda sharing ke hai apne .......
    Share karne ka Bohat Bohat Shukarya

Similar Threads

  1. Tu Kitna Haseen Hy...!
    By ChessMaster in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 27
    Last Post: 4th March 2017, 09:34 AM
  2. Haseen Chehra
    By DiL Da JaNi in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 1
    Last Post: 11th March 2010, 03:53 PM
  3. tum itni Haseen hoo...!
    By mahmudayaz in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 13
    Last Post: 4th February 2010, 06:28 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •