Agar Udaas lamhon main
Jo ham kabhi Yaad aajain
To aik baynaam sa aansu
Aankhon sy baha dena
Hamain tum yubhula dena
Hamari har nishani ko
Acchhy sy jala dena
Ghutt ghutt k mat jeena
Na khud ko saza dena
Bas itni hi guzarish hai
Hamara naam koi jo ly
To thora muskara dena
Magar!
Hamain Dil sy bhula dena
Hamairi yadain mita dena
(Zara)!!!
Bookmarks