Asslam O Aleekum
ji mera sawal ye hain k men nay google adsense account bana kar apply kiya tha magar un ki taraf say mere pass koi b email nahi aaya to ye bataye k email kitnay dino k bad aata hai? or han ek or bat k kya pata mein nay koi galti ki account banatay waqt to plz aap screen shot day kar mujhe account feel kya hoa jo jo waha par likhna hota hai wo plz yaha share kartay takay mein dubara koshish karon mujhe umeed hai k hamare pyare users meri zarooor help karengay
THANK YOU.....