main chatha ho write khai hoai cd ko kis tarha blink karo gah plz mujha batha ho agar koai softwaer ho toh muj sah share karo
main chatha ho write khai hoai cd ko kis tarha blink karo gah plz mujha batha ho agar koai softwaer ho toh muj sah share karo
Agar apki cd wr hai to app nero se use blank kar sakte hen.
Loading...
Please wait...
NO, 10 rupe ki cd dubara blanck nahi hoti, aap market se ek WR-CD khreed le wo jitni baar chahe write or clear ho jati hai.
Sab ne ghalat kaha
Asal mein baat yoon hain k market mein rewriteable CD,s milti hain jin mein app data bher lenay k baad dobara cr writer se Clean kr k us mein dobara data daal sektay hain.....aur us ko tab tak isi tarha use ker sektay hain jab tak CD kharab na ho jay....AUR waesay rewriteable CD,s k ilawa jo CD,s hoti hain un ka aap data delete nai kr sektay
agar aap ki cd re write hay to aap my computer main ja kar cdwriter ya dvd writer jo bhi aap kay pc main attach hay us par right click karain aur erase this cd rw par click kardain . ya phir nero burning rom ki madad lain
shukrai aap sab dosto kah.
Bookmarks