mera pass 2 computer hain main chata hoon in dono main networking karhoon main ney bahot try ki bahot say ip change kiya yar koi assan sa tareqa bataho
yar koi software jo auto set kar day
or yahi proxy kiya bala hi iss say kiya hota hai
tahnx

aap net konsa use kartay ho
..
kaha ho yaar?
itni der mat lagaou
ok allah hafiz
App in dono ki sirf apas main networking karna chahtay hain ya dono tak kisi aik sourse say internet pohchana chahtay ho
Clear your question!!!!!!!!!
main dono main networking karna chata hoon
or internet chlay tou soney pay shoga ho ga
&
Main dailup used karkta hoon
Bookmarks