Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: Aqeeqa aur Uss k Masayal -- عقیقہ کے مکمل مسائل

  1. #1
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow Aqeeqa aur Uss k Masayal -- عقیقہ کے مکمل مسائل

    Aqeeqa kio aur kaisay??
    Attached Images Attached Images   

  2. #2
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Continued.....
    Attached Images Attached Images   

  3. #3
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Continued.......
    Attached Images Attached Images   

  4. #4
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    ...
    Attached Images Attached Images    
    edited

  5. #5
    arshy's Avatar
    arshy is offline Senior Member+
    Last Online
    4th November 2014 @ 07:09 PM
    Join Date
    15 Mar 2006
    Location
    Europe
    Posts
    925
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Thumbs up

    manshallah sikray bhai ap nay bahot hi nafaset se aqeqa k baray me bataya/
    mera aik sawal he keh ager koi apnay bachay ka aqeeqa 1 sal se bhi zeyda arsay bad kerna chaye tu us k baray kiya info he,

  6. #6
    sunny_prince is offline Senior Member+
    Last Online
    20th May 2009 @ 10:06 PM
    Join Date
    02 Nov 2006
    Posts
    473
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    mashallah bhai nice shareing ap ne har baat ko Quran hadees se sabit kia ha lakin number 7 ma ap ne kahan ha k logoon ma ye jo mash hoor ha k janwar ki hadiyaan nahi torni chahiye bal k inha jor se kat kar alag karna chahiye ye kuch riwayat logoon ne tabeen se mursal ki hain iss jaga kisi tabae ki baat ko ap mursal keh rahe hain ye ap ese hi keh rahe hain ya iss ki koi haqeeqat bhi ha ho sakta ah k kisi kitaab ma likha ho jab k number 8 ma ap keh rahe hain k tabeen ya sahaba se koi rivayat nahi milti iss bare ma iss se to ye hi sabit hota ha k ap jis jaga dil karta ha tabeen k ya sahabah ki baat ko maan lete hain ore jis jaga dil karta ha us rivayat ko mursal keh dete hain ye kia baat hoi agar ap ko likhna tha k ye mursal rivayat ha to us ka hawala dete k iss kitab ma iss shakahs ne ye rivayat kahi jo k mursal ha ab ye baat ap apni taraf se bhi bana k keh sakte hain agar ap iss tarha likain ga to loogoon ko miss understanding ho gi

  7. #7
    Kartos Khan's Avatar
    Kartos Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    30th June 2010 @ 11:58 AM
    Join Date
    18 Apr 2006
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    45
    Posts
    90
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    اسلام علیکم ورحمہ اللہ وبرکاتہ۔۔۔۔۔وبعد!۔
    جذاک اللہ خیر شاکر بھائی بہت عمدہ اور مستند معلومات فراہم کی ہیں آپ نے اللہ پاک آپ کے درجات کو بلند فرمائیں آمین یا رب العالمین۔۔۔
    وسلام۔۔۔

  8. #8
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Quote arshy said:
    mera aik sawal he keh ager koi apnay bachay ka aqeeqa 1 sal se bhi zeyda arsay bad kerna chaye tu us k baray kiya info he,
    Thank you Arshy Sister....Aap k sawal ka jawab yah hay k bachay ka aqeeqa 1 saal say bhee ziada arsay k baad kia ja sakta hay...Dar-Haqeeqat agar aap ka apna aqeeqa bhee nahee hoa to aap ab bhee apna aqeeqa kar saktee hain..Iss kee daleel k liay mairay thread main hee mulahiza farmain number 10 ki heading....K Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay apna aqeeqa nubuwwat milnay k baad kia.....Umeed hay k aap ko sawal ka jawab mil gaya hoga.....

  9. #9
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Quote sunny_prince said:
    mashallah bhai nice shareing ap ne har baat ko Quran hadees se sabit kia ha lakin number 7 ma ap ne kahan ha k logoon ma ye jo mash hoor ha k janwar ki hadiyaan nahi torni chahiye bal k inha jor se kat kar alag karna chahiye ye kuch riwayat logoon ne tabeen se mursal ki hain iss jaga kisi tabae ki baat ko ap mursal keh rahe hain ye ap ese hi keh rahe hain ya iss ki koi haqeeqat bhi ha ho sakta ah k kisi kitaab ma likha ho jab k number 8 ma ap keh rahe hain k tabeen ya sahaba se koi rivayat nahi milti iss bare ma iss se to ye hi sabit hota ha k ap jis jaga dil karta ha tabeen k ya sahabah ki baat ko maan lete hain ore jis jaga dil karta ha us rivayat ko mursal keh dete hain ye kia baat hoi agar ap ko likhna tha k ye mursal rivayat ha to us ka hawala dete k iss kitab ma iss shakahs ne ye rivayat kahi jo k mursal ha ab ye baat ap apni taraf se bhi bana k keh sakte hain agar ap iss tarha likain ga to loogoon ko miss understanding ho gi
    Bhai...Shayad kuch confusion paida ho gaya hay...Tabee ki baat manna aik alag baat hay aur mursal riwayat ko manna aik alag baat hay...Waja yah hay k Mursal Riwayat uss riwayat ko kahtay hain jiss main tabee kisi sahabii k wastay k baghair apnee baat ko Direct Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam say bayan karta hay..Ab kio k tabee nay Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam say mulaaqaat nahee ki hotee, iss liay mohaddiseen k usool k mutabiq aisee riwayat Munqata yanee Zaeef kahlatee hain...
    Laiken agar kisi maslay main tabee ka amal kisi sahee riwayat say saabit ho aur wo bat Quran o Sahee Hadees main mojood na ho to aisee riwayat ko zaroor tasleem kia jata hay......Shart sirf aik hee hay k Tabee say wo amall sahee sanad say sabit hona chahiay...jab k mursal riwayat ki soorat main ya baat nahee hotee.....

    Note: Mursal riwayat par mazeed bahas nahee karna chahta kio k Mursal ki hujjiat aik ikhtilafi masla hay...Aur ap jantay hain k ikhtilafi masayal par baat ab nahee ki ja saktee hay.... Aap plz ya daikhain k aap ko mairee posst main koi aisee bat to nazar nahee aa rahee jiss say aap ko ikhtilaff ho .....And then leave the rest to Almighty Allah...He knows the best......

  10. #10
    Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th July 2010 @ 11:26 PM
    Join Date
    01 Oct 2006
    Posts
    172
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Very Nice n Informatiove Thread.Jazak Allah

  11. #11
    mr_obaid's Avatar
    mr_obaid is offline Senior Member+
    Last Online
    18th December 2011 @ 03:20 AM
    Join Date
    07 Jul 2006
    Location
    karachi THE light
    Posts
    2,139
    Threads
    114
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Subhaanallah
    Mashallah
    Sahikir Bhai Aap Ki Her Shairing Bhut Achi Hote Hai Thx Yar
    Aap Itne Acha Achi Shairing Kartay Ho
    farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
    haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
    kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
    hum zinda logo per matam nahi kartay.....

  12. #12
    sunny_prince is offline Senior Member+
    Last Online
    20th May 2009 @ 10:06 PM
    Join Date
    02 Nov 2006
    Posts
    473
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote shikary said:
    Bhai...Shayad kuch confusion paida ho gaya hay...Tabee ki baat manna aik alag baat hay aur mursal riwayat ko manna aik alag baat hay...Waja yah hay k Mursal Riwayat uss riwayat ko kahtay hain jiss main tabee kisi sahabii k wastay k baghair apnee baat ko Direct Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam say bayan karta hay..Ab kio k tabee nay Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam say mulaaqaat nahee ki hotee, iss liay mohaddiseen k usool k mutabiq aisee riwayat Munqata yanee Zaeef kahlatee hain...
    Laiken agar kisi maslay main tabee ka amal kisi sahee riwayat say saabit ho aur wo bat Quran o Sahee Hadees main mojood na ho to aisee riwayat ko zaroor tasleem kia jata hay......Shart sirf aik hee hay k Tabee say wo amall sahee sanad say sabit hona chahiay...jab k mursal riwayat ki soorat main ya baat nahee hotee.....

    Note: Mursal riwayat par mazeed bahas nahee karna chahta kio k Mursal ki hujjiat aik ikhtilafi masla hay...Aur ap jantay hain k ikhtilafi masayal par baat ab nahee ki ja saktee hay.... Aap plz ya daikhain k aap ko mairee posst main koi aisee bat to nazar nahee aa rahee jiss say aap ko ikhtilaff ho .....And then leave the rest to Almighty Allah...He knows the best......

    jazakallah khair bhai ap ke samjhane se baat muj ko samajh ma agaye

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 4
    Last Post: 3rd April 2015, 07:09 PM
  2. Replies: 20
    Last Post: 15th December 2010, 07:31 PM
  3. Replies: 10
    Last Post: 8th August 2010, 11:13 PM
  4. Replies: 21
    Last Post: 8th August 2010, 11:08 PM
  5. علامہ البانی سے متعلق کچھ حقائق
    By tiks88 in forum General Knowledge
    Replies: 0
    Last Post: 28th August 2009, 10:28 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •