salam sab ITDUNYA walon ko
ap ka buhut shukriya pa nay meri buhut sari pareshaniyan door kar di hain main aag bhi is parishani kay liye ap ka talbgar hoon mujhay poora yaqeen hay koi na koi is ka hal day ga inshallah
main ulead video studio main urdu main likhna chita hoon mera window urdu main jisa kay ap nay batay tha geniun
main ap ka intizar karon ga ap meray liye dua karn amin ap kay liye dua karon ga ammen