Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast
Results 25 to 36 of 67

Thread: Namaz Ka Tareeqa and Nafil Namaz

  1. #25
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Thanked
    61

    Default

    Quote ata_aqr said: View Post
    agar woh 4ron aap tarhan hoe to kabhi HAQ par nahi ho sakte..
    hamari tarah hoe tu un main ikhtalaaf nahi hoo gaa , ikhtalaaf sirf tab hi hoo saktaa hy jab aik hanfi dosra shafi tisra malki aur chotha hanbli ho.......

  2. #26
    Join Date
    27 Aug 2009
    Location
    Rawalpindi
    Gender
    Male
    Posts
    2,895
    Threads
    98
    Credits
    0
    Thanked
    459

    Thumbs down

    Quote sudes_102 said: View Post
    hamari tarah hoe tu un main ikhtalaaf nahi hoo gaa , ikhtalaaf sirf tab hi hoo saktaa hy jab aik hanfi dosra shafi tisra malki aur chotha hanbli ho.......
    Bhai kahan ki batein kr rhe hain??
    baat wo krein jis ka koi sir paer ho!!
    Jamaat Ehle Hadees k kitne firqe hain aap ko zyada he pta hoga aor wo 1 dosre pr Kufr tk k FATWE b lgate hai, jamiat ehle hadees, ghurba ehle hadees, ehle hadees youth force,markazee Ehle Hadees, zelee tanzeem jamatul muslimeen waghera waghera..

    jbke Ehnaf ,Hnabla, Maliki aor Shwafe main se koi b 1 dosre ko kafir nai kehta. . . . .

    Aap ko main 1,2 dafa araam se samjha chuka hoon lagta hay mujhe aap ki books kholni he prein gee,
    Aap ko mera mashwra hay k ITDUNYA ka mahol polute na karien!!!
    Aap ne to zindgee ka maqsad he IKTLAFAT ko hawa dena bna rkha hay, lekin mein aap ki tra farigh nai hoon. . . . . . .

  3. #27
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Quote Ahmed Awan said: View Post

    bhai mare jis tarah jamat e islami, tanzeem e islami, JUI, tableeghi waghera dyobandion ki organizations hen isi tarah aap ne jamat ul muslimeen k ilawa jitne naam ginwae wo sab bhi organizations hen aap qayamat tak sabit nahi kar sakte k en main se kisi aik ne bhi dosre ko kafir kaha hoo, aur jahan tak JAMAT ul MUSLIMEEN Waloon ka taluq hy Tu mara aap ko challange hy k un ki website aur tamam literature se mughe koi aik hawala dikha dou jis main onho ne khod ko ahle hadees kaha hoo??????????? wo na tu khod apne aap ko ahle hadees kehte hen aur naa ham onhe ahle hadees kehte hen tu wo hamari jamat kab se hoo gai????

    main aap ko batata hon k firqa kya hotaa hy,

    barelwi bhi khod ko hanfi kehte hen
    dyobandi bhi khod ko hanfi kehte hen
    hayati bhi khod ko hanfi kehte hen
    mumati bhi khod ko hanfi kehte hen
    sefi bhi khod ko hanfi kehte hen

    Aur ye Sab Aik Doosre ko Kafir bhi kehte hen yaqeen nahi tu islamehfil aur haqforum par en logon k aik doosre par fatwe dekh loo, ye sab ahnaaf ki sub branches hen...

    rahi baat 4 imam k ikhtalaaf ki tu bhai ku apne aap ko aur logon ko bewaqoof bana rahe hoo aap ki fiqa ki kitaaben SHAFION par kufar k fatwoon se bharri parri hen yhan tak k hanfion ne imam shafi ko IBLEES tak kahaa hy agar yaqeen na aye tu next reply main mugh se hawala mangna aik aik ibarat hawale sameet aap k samne pesh karoon gaa, aur rahi baat hamari kitaboon k hawaloon ki tu bhai ham kisi k MUQALID nahi na kisi molwi k aur na kisi molwi ki likhi hoi kitaab k agar hame GHALAT sabit karna hy tu QURAN o HADEES se GHALAT Sabit karoo aur ye kaam aap qayamat tak nahi kar sakte......

    Aur lagta hy aap ne kabhee apni FIQA parrne ki Zaehmat nahi ki Zara Mulahiza kijye....

    http://sudes_102.t35.com/haqeqat-e-fiqa1.htm

  4. #28
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Thanked
    38

    MAFHOOM HADEES
    KISI SHKAS K JHOTA HONY K LIYE ITNA KAFI HE K HAR SUNI SUNAI BAAT KO AAGE FRWD KAR DE...(I THINK JASE AAP KAR RAHE HO??)

  5. #29
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Lightbulb

    Quote ata_aqr said: View Post
    MAFHOOM HADEES
    KISI SHKAS K JHOTA HONY K LIYE ITNA KAFI HE K HAR SUNI SUNAI BAAT KO AAGE FRWD KAR DE...(I THINK JASE AAP KAR RAHE HO??)

    Alhmadulillah aap mari koi aik baat aisy point out nahi kar sakte jo SUNI Sunai hoo ku k main jo bhi baat karta hon os ka authentic reference bhi saath quote karta hon, sunni sunai gupen aik doosre k sath share karna aap logon ka kam hy...

  6. #30
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    pak
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,654
    Threads
    61
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    Alhmadulillah aap mari koi aik baat aisy point out nahi kar sakte jo SUNI Sunai hoo ku k main jo bhi baat karta hon os ka authentic reference bhi saath quote karta hon, sunni sunai gupen aik doosre k sath share karna aap logon ka kam hy...

    KUSH FEHMI MAIN MUBTALA REHNE WALE AKSAR..
    TANION HI MAIN REHTE HEN..
    OR FONT BARA KAR DETE HEN..
    JASE AP NY KIA.

  7. #31
    Irfan Muslim's Avatar
    Irfan Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th August 2011 @ 03:31 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    423
    Threads
    74
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    Alhmadulillah aap mari koi aik baat aisy point out nahi kar sakte jo SUNI Sunai hoo ku k main jo bhi baat karta hon os ka authentic reference bhi saath quote karta hon, sunni sunai gupen aik doosre k sath share karna aap logon ka kam hy...
    محترم گو نگوں مسروفیات کی بناء پر میں فورم پر نہیں آ پا رہا تھا، جی اب بولیں کیا کہنا چاہتے ہیں، برائے مہربانی ادھر ادھر کی بات مت کیجئے گا، ٹو دا پوائنٹ بات کیجیئے گا،؟؟

  8. #32
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Default

    main kya kehna chahta hon???

    hamari Dawat ye hy k Kitab o sunnat par jama ho jao aur khod-sakhta imamo ki taqleed k patte pahnaa kar logon ko ko firqa firqa na banao......
    .

  9. #33
    Irfan Muslim's Avatar
    Irfan Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th August 2011 @ 03:31 PM
    Join Date
    14 Feb 2009
    Posts
    423
    Threads
    74
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Quote sudes_102 said: View Post
    main kya kehna chahta hon???

    hamari Dawat ye hy k Kitab o sunnat par jama ho jao aur khod-sakhta imamo ki taqleed k patte pahnaa kar logon ko ko firqa firqa na banao......
    .
    محترم آپ کا فرمانا ہے کہ آپ لوگ خالصتا” قرآن و سنت پر عمل پیرا ہیں اور یہی آپ کی دعوت ہے، مزید یہ کہ تقلید کے مخالف ہیں آپ،
    محترم تقلید کی اہمیت پر پھر کسی موقع پر گفتگو کریں گے، صرف آپ سے ایک سوال پوچھ رہا ہوں جواب دے دیجئیے،
    کہ
    اگر کوئی شخص ریل گاڑی یا ہوائی جہاز میں نماز پڑھنا چاہے تو اس کی کیا شرعی حیثیت ہے۔۔؟؟
    برائے مہربانی صرف قرآن و حدیث سے جواب دجئیے گا، اپنے مؤقف کی تائید میں کسی امام کا قول مت لائیے گا، کیونکہ بقول آپ کے۔۔۔۔

    Quote sudes_102 said: View Post
    khod-sakhta imamo ki taqleed k patte pahnaa kar logon ko ko firqa firqa na banao.......

  10. #34
    sudes_102 is offline Member
    Last Online
    2nd March 2018 @ 07:24 PM
    Join Date
    20 Jan 2009
    Gender
    Male
    Posts
    990
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    61

    Default

    Ye Sawaal To Khod Aap Par Jirah Ban'ne Wala hy, Zara Jawab Sunye....

    Ijtihiad Ka Munkir koon hy ham ya aap????

    Sab ko pataa hy k aap ka dawa hy k Imam abu-hanifa k baad ab koi mujtahid peda nahi hoo sakta iss liye sab musalmano ko aima arba main se kisi mujtahid imam ki taqleed karni chahye....

    Jab'k Hamara Dawa hy k Ye baat Ghalat hy hamare nazdeek omat main imam abu-hanifa k baad bhi lakhoon Mujtahideen peda hoe hen aur ye Silsala Qayamat tak jari rahe gaa iss liye Jis Shakhs ko Bhi Quran, Hadees , Ismao Rijaal aur nasikh o Mansookh waghera ka ilam hoo wo ijtihiaad kar sakta hy aur ijtahad Quran se bhi sabit hy filhal mare paas quran samne nahi agar aap ne reference manga tu aap ko Quran se Ijtihaad ka Saboot bhi mil jaye ga INSHALLAH....

    Ab Aap k Sawal ki taraf aate hen, Rail aur Jahaz nabi S.a.w k door main nahi thy iss liye ye aik Ijtihaadi masla hy....

    Ham tu ijtihaad k Qail hen Iss liye Ahle Hadees Ulma k nazdeek tu Quran o hadees ko samne rakhte hoe iss par Ijtihaad ki Roshni main yahi Fesla hy k Wo Jahaz aur train main namaz parrh saktaa hy jesa k nabi s.a.w ne Sawari par namaz parrhne ki ijazat di....

    Lakin Zara aap ye bataeen k imam Abu-hanifa k iss masle par kya moqaf hy?????

    Iss k jawab main hanfi ulma k aqwaal pesh na kijye ga ku k aap k nazdeek mujtahid sirf imam abu-hanifa hen ye 14th sadi k hanfi molwi nahi.....

    Iss liye fiqa hanfi ki Rooshni main jawab den.....

  11. #35

  12. #36
    Join Date
    28 Jul 2009
    Gender
    Male
    Posts
    1,332
    Threads
    64
    Credits
    9
    Thanked
    69

    Default

    Mashaallah
    [B][SIZE=5]DO Good Have Good.[/SIZE][/B]

Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast

Similar Threads

  1. Shabe Qadr ke Nafil Namaz
    By sheri in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 10
    Last Post: 9th July 2013, 06:34 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 18th January 2013, 04:19 PM
  3. Namaz E Eid ka tareeqa
    By sheri in forum Eid Ul Fitr 2023
    Replies: 9
    Last Post: 18th August 2012, 01:01 PM
  4. Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
    By TAIBA in forum Ibadat
    Replies: 3
    Last Post: 9th December 2008, 06:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •