Dear kiya hum online free computer coures and DAE kar coures
and other coures kar saktain hain
agher kar saktain hain tou kiya yahi onrignal dilploma daty hain
kiss web site say free hotey hain
Dear kiya hum online free computer coures and DAE kar coures
and other coures kar saktain hain
agher kar saktain hain tou kiya yahi onrignal dilploma daty hain
kiss web site say free hotey hain
koi tou bataho
kisi ko nahi bata
yar koi to bta do
plz
Bahi saab
aap ko mehloom ha ka yahan se serf aap ziada se ziada seakh seqta hain. Liken diploma nahin mel seqta. DAE ye technical college kurwata ha etna lumba course koi nahin kurwa seqta.
phir kiya faida
app k anwser ka koi maza nahi aya
bhai jaan app yahan se koi b course kr lein ya ni itd se then bas seeekhtay jaen seekhtay jaen diploma kya krien gay bhai jaan app so mza aayya bhai jan ab to aya hoga
nahi yar puri tarha maza nahi aya
jab main kidar job magney jahoon ga tou wo dilploma angey gay
then main kiya karhoon ga itd say bhoc lo
bhai thodasa kharcha karo koi institut joint karlo bada maza aayega ok
Bookmarks