eak masla jo sadeyon say chla aa raha ha
wo ha shadi ka msla ?
main nay apnay chnd shadi suda doston say ic k mutlq pucha
ki shadi karna ktna impotent ha?
WO DOST Jin ki shadi ko abi kuch mahenay hoya hain un ka jwab ya tha k shdi k bin a zindgi aduri ha asl zandi shadi k bad shuru hoty ha etc.
wo dost jin shadi ko sall sey zeyda ka arsa ho gea tha un ka jwab tha
k yar zandgi main enjoy sirf shadi k phelay ha bad main masay he masly
jtna ho sakta ha otna waqat with out shadi k gzaro?????????
app ki nazar main kon theek or kon galat ha?
ager galat ha to us ki waja?
Bookmarks