Har bat par mulaqat par tu muskarata tha
Rulaya q mujhy ? kia tujhy kabhi rulaya tha
Chehry py tery kitni masumiyat hai par
Deny jo thy aansoo q dekh k muskaraya tha
Tu wady sary or bhool gya mulaqatein
Bula kar pas thukrana tha kia issi liye bulaya tha
Afsoos hai tujh par kih tu mujh ko na samajh pae
Bhula dia ab har rishta jo tety sath banaya tha
Karo jo bewafai , to bewafai hoti hai
Kia mila tujh ko jo mara dil dukhaya tha
TANHA MEHAR
Bookmarks