Results 1 to 10 of 10

Thread: qaum e hoood ke shakhas ke laash

  1. #1
    masif's Avatar
    masif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2017 @ 01:45 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    38
    Posts
    1,280
    Threads
    218
    Credits
    522
    Thanked
    10

    Default qaum e hoood ke shakhas ke laash

    Asslam o Alaikum
    janab mujhe ye janna hai ke ye real hai ya fake

    Name:  arx1219767555h.jpg
Views: 21847
Size:  160.9 KB

  2. #2
    AliDaMalang is offline Member
    Last Online
    15th January 2011 @ 05:27 AM
    Join Date
    13 Mar 2009
    Location
    Sydney, Australia
    Age
    57
    Posts
    2,089
    Threads
    173
    Thanked
    7

    Default

    Aap ko Quran per yaqeen hai ya kisi scientist per. Aap ne Mohammad Rasool Allah ka kalima perha hai ya kisi western scientist ka.

    Yeh to apne apne yaqeen ki baat hai. Kuchh log iss ko sahih manain ge aur kuchh ghalat.....

  3. #3
    Join Date
    22 Apr 2009
    Age
    36
    Posts
    298
    Threads
    73
    Thanked: 1

    Default

    yar kiss ki hai
    kuch urdu main bata do
    lakin mujh allha k rasool aur allha per yaqeen hai

  4. #4
    masif's Avatar
    masif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2017 @ 01:45 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    38
    Posts
    1,280
    Threads
    218
    Credits
    522
    Thanked
    10

    Default

    janab main bhi beshak ALLAH or hamare piyare nabi MOHAMMAD RASOOLALLAH SALALLA HU ALAIHI WASALLAM par hi yaqeen rakhta hoon

  5. #5
    khizer's Avatar
    khizer is offline Senior Member
    Last Online
    27th September 2013 @ 09:49 PM
    Join Date
    12 Nov 2006
    Location
    RAwalpindi
    Posts
    2,548
    Threads
    106
    Credits
    0
    Thanked
    53

    Default

    beshak ye sahi hay kion kay Quran main bhi is ka zikar hay or ye jo app picture dekh rahay hay ye archealogist nay Quran parh kar he is jaga ki investigation ki ti or ye skeleton baramad hoi ti

    quran main bhi zikar hay kay AAD or hood baray baray trees ko aik hand se tor detay tay ...
    Kindly change your signature's image size.
    Team ITDunya

  6. #6
    masif's Avatar
    masif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2017 @ 01:45 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    38
    Posts
    1,280
    Threads
    218
    Credits
    522
    Thanked
    10

    Default

    thanks khizar bahi
    app ne bohat achi maloomat di hai
    Allah app ke elam main izafa kare

  7. #7
    PICES_21FEB's Avatar
    PICES_21FEB is offline Senior Member+
    Last Online
    8th June 2015 @ 12:46 AM
    Join Date
    28 Feb 2009
    Age
    38
    Posts
    381
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    salamzzzz....... jee janab jo khizer nain bataya woh theek hay balkay yeh sab kuch tu hum sab ko maloom hona chaye kay humara quran main kya hay or kya nahin hum muslman honay ka dawa u karty hain lakin jo is kay lye zaroore ehkam hain on par koi amal nahin karta agar yahi sawal koi non muslim hum say pooch lyta tu phir kya izaat reh gaye the us main or hum main kya farak reh gya tha kehr lakin afsoos tu is baat ka hay yeh chezain hum log ko kise or say pata chalte hain tu yar hum ko chaye yeh jo quran Allah nay parhnay or samjhnay kay lye dya hay is ko parha jaye kyun k jitne taize kay sath yeh dunya change ho rahi hay agar ap nay quran ka sath chora tu ap ka yeh dawa kay hum kuch na karein par muslim tu hain yeh sab pash pash ho jaye ga.
    yeh quom e aad kon thay kis ambiha ekram ke umaat main say thay yeh tu quran bata raha hay lakin agar ap ko is ke detail chaye tu us kay lye main ap ko ek mustanid kitab bata doun woh hay QASAS ul QURAN is main tamam ambhiya ekram kay qisay or on ke umaaton kay qisay byan kye gaye hain tafseel kay sath.
    yeh jo pic hay janab yeh hundred percent theek hay yeh buhat purane discovery hay aj ke nahin hay ....is kay elawa nouh alehsalam ke kashtee ke bhi discovery ho chuke hay agar mujhy time mila tu ap log kay sath zaroor share karoun ga.
    khush rahin or apnay or is pure umaat e muslma ke dunyawe or akhraat ke bahlaye ke dua karte rahin.

  8. #8
    mani_ok7's Avatar
    mani_ok7 is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd November 2011 @ 05:31 PM
    Join Date
    07 Aug 2008
    Location
    paris
    Age
    31
    Posts
    799
    Threads
    53
    Credits
    930
    Thanked
    6

    Default

    Quote khizer said: View Post
    beshak ye sahi hay kion kay Quran main bhi is ka zikar hay or ye jo app picture dekh rahay hay ye archealogist nay Quran parh kar he is jaga ki investigation ki ti or ye skeleton baramad hoi ti

    quran main bhi zikar hay kay AAD or hood baray baray trees ko aik hand se tor detay tay ...
    app nayu bilkul theak kaha....
    it's real!!
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

  9. #9
    Fahad_997's Avatar
    Fahad_997 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th December 2009 @ 04:48 PM
    Join Date
    15 Feb 2009
    Location
    Heart of Pak,,L
    Age
    36
    Posts
    2,758
    Threads
    79
    Credits
    822
    Thanked
    31

    Default

    quran main hi baar baar zikr hai k tehqeeq kro..

  10. #10
    Join Date
    22 Apr 2009
    Age
    36
    Posts
    298
    Threads
    73
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    iss ka naam urdu main laekho

    aur is k bary main all member ko urdu main bataho

    not roman urdu

    thanx

    app ka intazar rahey ga

Similar Threads

  1. ¡è¡è¡èwo shakhas¡è¡è¡è
    By Saimjee7 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 3
    Last Post: 29th November 2021, 12:10 AM
  2. Wo Shakhas
    By Irfan633 in forum Design Poetry
    Replies: 14
    Last Post: 23rd March 2020, 05:53 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 7th August 2010, 10:40 AM
  4. nokri ki talash ma janay walay ki laash wapas aai
    By Fahadii in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 5
    Last Post: 5th August 2010, 08:52 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •