For Admin,Super Moderator,Moderators.
Assalam-o-Alaikum,
Mayri shikayat yay hai kay main kisi ko email send nahin kar pa raha yay bohot galat hai agar main koi thread post karta hoon to os kay baray main koi mujh say question karta hai to main kaysay jawab doo app ka kahna yay hai kah spammers ki waja say band kiya hai to app yay daykhain kah kis kay account say zyada mail ja rahay hai kon spamming kar raha hai app nay to sub kay hi mail band kar diyay. farz karain agar IT dunya main koi new member aata hai jis ko computer kay baray main bilkul thora sa pata hai wo koi cheez post nahin kar sakta to agar wo kisi say koi question karna chahay to wo kya karay.
omeed hai kay app is par zaroor tawajja dain gay.
App ka chota sa member
Junaid Ali
Bookmarks