Muhabbat saltnat dil ki,
Talismi zaat bhi hy ye...!
Takhayul ka nasha hy to,
Dukhon ki raat bhi hy ye...!
Muhabbat ka har ek jazba,
Tmhary naam karta hon...!
Yahin aagaz hy din ka,
Yahin par shaam karta hon...!
Nawa-e-shoq ki shidat,
Kahein thori jo kam ho gi...!
Tumhari bewafai sy,
Agar ye aankh num ho gi...!
Ksi agli judai ka,
Na tum pr baar dalon ga...!
Tumhein main maar daalon ga,
Tumhein main maar daalon ga...!
Haan! Tumhein main maar Daalon ga...!
Best Regards,
Adnan Ch.
WWW.AdnanLibra.Webs.Com
Bookmarks