salam to all
main nay autocad 2006 instal kiya hai aur woh rejister karna cahta hoon us ka keygen meray pass hai ...laikin woh koi code generate nahi karta ...instalation kay waqat main nay serial numbar yai diya tha 000-00000000 nechay main screen shot day raha hoon .....agar kissi ko iss ka tareeqa pata ho to bata day yai koi valid serial numbar bata day.....
thanks in advance
Bookmarks