Results 1 to 5 of 5

Thread: Ummat-e-Muslima K Naam - Pakistan ki baqaa aur Muashi mushkilaat ka hull

  1. #1
    Barg-e-Khizan is offline Junior Member
    Last Online
    26th June 2009 @ 09:23 PM
    Join Date
    13 Nov 2008
    Age
    47
    Posts
    7
    Threads
    1
    Credits
    999
    Thanked
    0

    Exclamation Ummat-e-Muslima K Naam - Pakistan ki baqaa aur Muashi mushkilaat ka hull

    ...
    Attached Images Attached Images  
    Last edited by Doctor; 26th May 2009 at 03:31 PM.

  2. #2
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o Alaikum. Meray Bhai aapki sub batain bot achi hain. Allah hum sub pay rehm farmaay. Amen.

    Jihad vo fareeza hai jo aaj hum sub bhool chukay hain. Aaj hum sub zikar aur azkar ko apna orna bichona bana chukay hain. Yakeenun iss k sawab ka inkar nahi. Laikin jo Islam ke kohan hai aur bulandi hai vo Jihad may hai. Momin agar apni sub say bari qurbani "JAAN" ko Allah ko paish nahi karna chata tu phir kal vo apnay iss amal ka b jawab deh ho gaa.

    Hum khod aaj daikh saktay hain k sub dusmanane islam ISLAM kay naam levaon pay toot paray hain wajah yeh hai k aaj hum nay Jihad ko pichay kar diya hai aur Azkar ko aagay. Kash dono ko saath rakhtay phir daikhtay yeh dusmanane islam k Islam k mujahid zaban say b Allah ko yaad rakhtay hain aur zarorat parnay p jaan b Uskay liay nichawar kar daitay hain.

    Kaash hum iss pehlo ko b sochtay.
    Allah humko aik Mujahid Zakir banaay. Amen.
    Brother Shaukat Hayat

  3. #3
    Barg-e-Khizan is offline Junior Member
    Last Online
    26th June 2009 @ 09:23 PM
    Join Date
    13 Nov 2008
    Age
    47
    Posts
    7
    Threads
    1
    Credits
    999
    Thanked
    0

    Exclamation

    Quote Shaukat Hayat said: View Post
    Assalam o Alaikum. Meray Bhai aapki sub batain bot achi hain. Allah hum sub pay rehm farmaay. Amen.

    Jihad vo fareeza hai jo aaj hum sub bhool chukay hain. Aaj hum sub zikar aur azkar ko apna orna bichona bana chukay hain. Yakeenun iss k sawab ka inkar nahi. Laikin jo Islam ke kohan hai aur bulandi hai vo Jihad may hai. Momin agar apni sub say bari qurbani "JAAN" ko Allah ko paish nahi karna chata tu phir kal vo apnay iss amal ka b jawab deh ho gaa.

    Hum khod aaj daikh saktay hain k sub dusmanane islam ISLAM kay naam levaon pay toot paray hain wajah yeh hai k aaj hum nay Jihad ko pichay kar diya hai aur Azkar ko aagay. Kash dono ko saath rakhtay phir daikhtay yeh dusmanane islam k Islam k mujahid zaban say b Allah ko yaad rakhtay hain aur zarorat parnay p jaan b Uskay liay nichawar kar daitay hain.

    Kaash hum iss pehlo ko b sochtay.
    Allah humko aik Mujahid Zakir banaay. Amen.
    Brother Shaukat Hayat
    Aua wr wb
    Aap ki baatain yaqeenan haq hain aur aaj kal k halaat k tanaazur mai in mai wazan b hai.

    Hamari ummat k halaat ko observe karain to pata chalta hai k hum log basic cheezon par he karband nahi hain. Aap mujhay bataein k agar koi farz namaz k liay apna kuch waqt nai nikal sakta, Zakat k liay apnay maal se kuch hissa nai nikaal sakta aur jahan bhook pyas ki waja se farz rozay rakhna dushwar ho, wahan aap expect kartay hain k koi apni sab se qeemti cheez ya'ni JAAN day ga???

    Behraal, Is Paigham se aapko ye khayal nai aana chahiay k Silsila-e-Idreesia waalay faqat zikar azkar par tawajjo dete hain aur un k nazdeek Jahad ki ehmiyyat kum hai. Ho sakta hai k jab Jahad ka waqt aaey to aap inhi logon ko haraawal daston mai daikhain (wAllaho A'lam Bissawaab)

    wasSalam

  4. #4
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Brother Jazak Allah.

    Aapka khalos qablay qadar hai aur batain qablay sataish. Meri tamam batain sub k liay hain aur yakeenun hum log sirf narabazi walay musalman bun chokay hain. Amli tour pay har cheez he hamari 'ZERO' dikhai daiti hai.

    Hamari tu yeh halat hai k Hazoor SalAllaho Alehi Walehi Wassalm ko 'Hazro Nazir' kehtay hain, magar, jub baat Amal ke hoti hai tu apnay apnay banaay hoay Imam yaad aa jatay hain aur apnay Hazro Nazir Rasool SAWW ko bilkul bhool jaatay hain aur jub apnay piyaray Nabi SAWW ke Hadees ko batatay hain tu Hazro Nazir Rasool SAWW ke baat ko aik taraf rakh kay apnay banaay hoay Imam (jo k aik ummati hai) ko tarjeh daitay hain. Aur iss say b bar k humnay tu apnay apko inn Imamo say he mansoob kar liya hai. Jubka hum Kalima Nabi SAWW ka partay hain. Astughfirullah. Hum kitnay nashukray log hain. Haina G.

    Hamari tu yeh halat hai k apnay imam ke baat ko lainay 1320 sal phechay jana tu humko pasand hota hai laikin mazeed 80 sal pechay jatay hoay hum ko shadeed ghusa aur paseena aati hai. Haina G. Yehi halat hai na hamari. Allah humko maaf karay. Amen.

    Hum sub kol aur amal kay Munafik bun chukay hain.
    Allah hum pay rehm farmaay jo bot Rahman aur Raheem hai. Amen.
    Last edited by Shaukat Hayat; 21st May 2009 at 04:18 PM.

  5. #5
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Nice~Sharing

Similar Threads

  1. Ummat e muslima par kara waqt hai
    By Sabih. in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 6
    Last Post: 23rd July 2013, 11:44 AM
  2. firqa parasti aur ummat-e-muslima
    By ansar hussain in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 18th October 2012, 07:12 PM
  3. Aik Faryad: Ummat-e-Muslima aur Hamaray Hukmaran
    By Shaukat Hayat in forum Islam
    Replies: 1
    Last Post: 12th December 2010, 08:42 AM
  4. Fatima Ka ****** UMMAT MUSLIMA KE NAM !
    By peer in forum Videos
    Replies: 12
    Last Post: 3rd October 2009, 03:50 PM
  5. Ummat-e-muslima Ki Mazlumiyyat
    By -Malang- in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 1
    Last Post: 11th November 2008, 04:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •