ہمارے خیال میں ملنگ بھائی (ساجد بھائی)کا مطالبہ درست ہے
کیوں کہ اس فورم پر سب کا حق برابر ہے
اگر کسی عقیدے والے کو الگ سیکشن بنا کر ان کو اپنے عقائد پر ڈسکشن کرنے کا موقعہ فراہم کیا جا رہا ہے
تو یہ موقعہ دیگر لوگوں کو بھی فراہم کرنا چاہیے
جو کہ ممکن نہیں
تو پھر اس سیکشن کو بھی بند کیا جانا چاہیے
امید ہے کہ انتظامیہ اور موڈریٹر اس تجویز پر سنجیدگی سے غور فرمائیں گے
************
Last edited by BossisBack; 30th May 2009 at 04:21 PM. Reason: Kesi bhi Firky ko gali mat kahain ......
aliali1214 ap agar sara thread parhan to ap ko sab chezun ka ans mil jay ga.and nasir noman thak u
abhi be soch lo kal qayamat ka din per na kahna ka batya nahi.
.
dakhan bhai shia section tab sa ha jab sa itd ha or es moqa pa shia section ko band krna itd ka nuqsan ma ho ga keo k es sa bhot sa shia members ko dil aazari ho ge.or bhot sa members itd ko chor k beh ja skta han or na he os section ma koi aase wase bat ha ka osa band kiya jaya wahan par sirf or sirf ahla.e.bayt ka fazayal biyan kiya jata han.
ab krna han to darj zaal ma sa ak fasla kiya jaya
1. shia section ko band na kiyajaya
2. Agar Shia section ko band krna he ha to jo posts wagara shia hazrat shia section ma krta han wo enhan islamic section ma krna ke mukamal aazadi de jaya or eska nigran real_light bhai ko banaya jaya
3. Baqe firqon ka beh section banaya jayan
Last edited by aliali1214; 30th May 2009 at 06:32 PM. Reason: .
Ji Ager Is forum per shia section hai aur wo log apas main ek dosray k liye thread share kertay hain to is main Problem kia .Kamkha Band kernay ki Rat lagayi hui hai .Bajay is k ager ap Sunni section chahatay hain to us ki rat lagain na .Dosroon ki Khushi bardasht na hona is ko HASAD khetay hain.
Waisay ap ki Suggetion achi hain.Laikin Aur to kisi member ko koi masla nahi hai shia section say.Siwaye 4 ya 5 bandoon k .Aur inhain bhi pata nahi kyun bura lag raha hai.Pata nahi in logoon ki ye adat kab khatam ho jo cheez masla hi nahi hoti khamkha main us ko masla bana detay hain.
jnab ali arabian and hussain sahib yar tora sa soch ka post kia karo and agar ho saka to start sa parh lia karo ap ko smj aa jay gee.ba fuzul si post ka kia fida.
jnab ap sab log ata wahn per hain ka sab ka ik section hona chahya bahi to hum be ya he kah raha hain ka sab ka ik section hona chahya.humain is sa itraz nahi ha ka shia section kun ha and na hamin ko jaln ya hasd ha humain sirf ap jasa logon pa dukh ha afsoos hota ha.yar hum kah rah hain ka baki sab ka be section bana do ya thread close.bas itni si baat ha.ap log is baat ko baa ja barha raha ho.
for example
ik country ha
jo be us ka king ya sadar ho ga to wo ya to nahi kara ga ka kisi be ik party/farqa/religon ko sab kuch da da ga ya per sab haqooq us ko mil jain ga.agar wo kara ga to yaqeenan wo buhat jald tabbah barbad ho jay ga.
jnab ap sochain is bara main .
and hussain bahi yar ya challange nahi ha sirf ap ko bata raha hain.ap agar is ko challange smjta ho to ap ki marzi ha.
sorry agar mari kisi baat sa kisi ki dil aa zari hoi ho
Bookmarks